Sunday, January 27, 2013

BSSC FIRST GRADUATE LEVEL MAINS EXAM. ANSWER KEY AND CUTOFF



CLICK HERE FOR THOSE WHO QUALIFIED FOR CONCELLING

CLICK HERE FOR MAINS GS/GK  QUESTION PAPER 

CLICK HERE FOR MAINS GS/GK ANSWER KEY

CLICK HERE FOR QUESTION OF GENERAL HINDI

CLICK HERE FOR GENERAL HINDI ANSWER KEY

Bihar Staff Selection Commission conducted first graduate level mains examination (Sachiwalaya Sahayak Examination) on 27 January, 2013. Mains examination question paper and Answer key have been provided on Commission's website. Any error in question paper or in answer can be informed to BSSC till 31 January, 2013. After then no complain will be entertained. It shows that BSSC is serious in declaring the result as soon as possible. It can be expected before 20 February, 2013. 
    As far standard of questions are concerned, it was a mix bag. It was not on the pattern of preliminary examination. All sections were mixed. There were very few questions from math. Except 5 to 6 questions of word formation , all reasoning questions were not so tough.   GK questions were not so lengthy as it was in the mains. In the Reasoning section unlike PT. examination, not too many questions were asked from arithmetic. It means GS and Science questions are going to decide the final merit. One can say that it was little easy. 
        Keeping all these factors in mind one can expect a cut off marks based on one's performance. Since the General Hindi paper was qualifying in nature, hence its marks will not be added in the merit list preparation. So merit list will be prepared on the marks scored in Second sitting's paper only. In the preliminary examination cut off for general candidate's was 342 (on the basis of first result). In the mains examination cut off will be certainly go higher. How much, it is very tough to say. But one can guess and say that it will be around 390-400 marks for general category. It may be wrong, but is only speculation. Now it is up to you, to debate on the cut off. However BSSC is not going to give you enough time in debating the result, because final result can be expected anytime after 15 February. Total number of seats are 3285. 

CLICK NEWEST LINK FOR COMMENTS AFTER 1600 OR CLICK HERE

3,319 comments:

«Oldest   ‹Older   601 – 800 of 3319   Newer›   Newest»
Anonymous said...

bilkul A hoga .. maine un do savaalo ko alag isiliye post kiya hai ki dono bahut tough questions the.. mujhse exam me solve nahi huve. . ab kuchh bhai log inhe galt kah rahe hai....delete ho ya na ho koi fark nahi padta.

upar ke do savaal bhi maine chhor diya tha .. keval ispat vaala galat banaya hai ...

Varsha said...

Mera 495 ban rha hai sudhar hone k bad 500 se adhik ho jayga mera chance kya hai boys.

Anonymous said...

agar aisa hai to tumhe miss world man lenge. aur kya

Anonymous said...

Good morning with good news, exam cancil nahi hoga....4 question delete honge....9 question ka answer sudhara jayega...merit 146 par nikala jayega...result feb ke last mein....cut off 105 se kam nahi jayega.....sabhi cat ke kiye...

Anonymous said...

night me sapna dekh raha tha kya ?

Anonymous said...

11.08 pm 4 feb wala bhai saheb...500 se adhik hone par yamraj tumhe khud lene aayenge...aur apna sahayak appoint karenge.....narak main tumhe 3BHK quarter bhi denge...Iss blog ke bhai saheb se anurodh hai 11.08 pm 4 feb ke bhai saheb ke liye dil se dua karein ki uska 500se adik marks aaye..taki we YA (Yamraj Assistant)ke post par appoint ho saken..Best of luck

Anonymous said...

Very good morning....bhai @5:49 am....abhi tum lagta hai jage nahi ,site me bhor ka swapn dekh rahe ho ...kya bssc chief mind me aaya tha kya tumhe batane ki cut off 105 se kum nahi hoga?...bhai jaao pahale face dho yaa correction kar kam ko 'adhik' likho....anonymously

Anonymous said...

Feb 5,5.57 am bhai saheb.. maine koi sapna nahi dekha...hunstan hindi newspaper aaj ka parho sub kuch pata chal jayega...

Anonymous said...

5 feb..6.10 AM bhai saheb.. hindustan hindi patna newspaper parho ..page no-3.. tum muh haat dhokar sabse pahle paper refer karo..

Anonymous said...

Ladki ka naam rakhne ki jaroorat kyaa thi? Apne naam se post karte....shikhandi bhai-- :.......................anonymously urs

Anonymous said...

105 se kam nahi hoga likha hai kyaa?????

Anonymous said...

105 cut off kis ke taraf se bola gaya hai...???ayog ke taraf se to bola nahi gaya hoga kuonki avi answer to jancha nahi gaya hoga..

Anonymous said...

@6:20 am bhai jawab to do ....105 se kam nahi hoga karke likha hai kyaa????....anonymously

Anonymous said...

on the basis of unequal time given at different exam centers, this exam will be cancelled.

Anonymous said...

please bring the fact of unequal time in the eye of local media so that this exam could be cancelled. at last this will be decided in the high court

Anonymous said...

bssc ke galti ka khamiaza abhyarthy kyon bhugte. is exam ko jaroor cancel kar dena chahiye. political leaders should come forward and ask bssc officials for their mistakes. Is it not known to Mr Lalu Prasad Yadav. He has good opportunity to intervene.

ajay said...

nahi hindustan ka pratnidhi bankar unhone apane man se add kar liya hai bhai sahab ka 109 hai

rajesh sinha said...

Hindustan paper me bus itna likha hai ki 4 galat sawal hataye gaye hai..9 ka answer change kiya gaya hai..feb last ya march first week me result diya jayega..hindustan ne koi cut off predict nahi kiya hai

Anonymous said...

@7.54am prabhat khaber me bhi ye hai likha hai.ye baat bssc secretary parsuram mishra ke hawale se chapi gayi hai. isliye ye 100% sahi news hai.

Anonymous said...

सचिवालय सहायक की मुख्य परीक्षा में भी गलत सवालपटना सचिवालय सहायक समेत विभित्र संवर्ग के लिए 27 जनवरी, 2013 को हुई मुख्य परीक्षा के चार प्रश्नों को हटा कर रिजल्ट तैयार किया जायेगा. कर्मचारी चयन आयोग ने अभ्यर्थियों की आपत्ति की समीक्षा के बाद यह निर्णय लिया है. आयोग ने यह भी माना कि वेबसाइट पर प्रश्नों के जो मॉडल उत्तर जारी किये गये थे, उनमें नौ उत्तर भी गलत थे. इन्हें सुधार कर रिजल्ट तैयार होगा. यह जानकारी आयोग के सचिव परशुराम मिर्श ने दी. में 2800 आपत्तियां आयी थीं. 3285 पदों के लिए मुख्य परीक्षा में 27289 अभ्यर्थी शामिल हुए थे. पीटी 18 दिसंबर, 2012 को ली गयी थी, जिसमें 2.52 लाख अभ्यर्थी शामिल हुए थे.

Anonymous said...

SA mains paper ka evaluation suru ho gaya hai.4 delete aur 9 correction kiya gaya hai.Mera ek dost bssc me posted hai. uske anusar cut off for gen cat 400-412for sa rahega.

Anonymous said...

sa ka cut off 400-412 rahega

Anonymous said...

Bhai galat suchna denewale bhi ek tarah ke terrorist hain Jo propaganda kar terror failate hain...afsos is blog par kuchh terrorist active hain....hamesa information with source diya karo & bhai @ 5:49 ki tarah jhuth mix mat karna dosto...thanx.....anonymously urs

Anonymous said...

Thanx for information.....keep in touch with him....anonymously urs

Anonymous said...

450+......100 candidate
450 se niche agar
Every marks par 10 student avarage mana jay to
45x10=450
Total 450+100=550 candidate
Is hissab se cut off 101 aata hai for secretariat assistant in gen..it is my calculation...cut off iske ass pass hi rahna cahiye ek do question jada ya kam bhi ho sakta hai

Anonymous said...

When 9 qst is going change so cut off is going rise by mininum 24 marks.
My opinion cut of for sa will not less than 430 & other post it might be 415 in gen cat

Anonymous said...

@ 10.00 wale bhai, Sahi ja rahe ho bhai. SA cutoff 430 kis hisab se jayega? Tumhara 400 bhi hai ki nahi? 415 se upar SA JARUR MILEGA. LEKIN 415 HONA BHI CHAHIYE.

lalit said...

thick bola anonymous but know bhai.kismat kha le jate hai.bssc mera manzil nahi hai. kuch over smart larke bante ha unke leye likha tha .mai is exam ke tension nahi leta hu,but mujhe bhi har hal me pass karna hai.is exam pass karna bhi bacho ka khel nahi tha all india candidates aye the aur mere pass time bhi kam tha,tabh fight ka maja aata hai.
all the best to all fighters in this exam for the result.
ias aur clerk bane me koye anter nahi kota.bhai,kismat ka khel hai.
dhanyabad

S.K said...

All of us know deleted questions but which 9 question^s answers are to be changed. This is going to be deciding factor.The competition is between 2285 posts. Because at least 1000 guys have scores beyond expectation.I am out of race due to some technical reasons but having experience i can assume the cutoff 100+_2 marks. And the most important point exam is not going to be cancelled.

Anonymous said...

new ans sheet bssc kab tak dega

Anonymous said...

I once again analysed the paper in the pretext of news that 9 Q going to be rectified & 4 Q deleted. U must wanted to know those Q tions.
Questions get corrected- 5, 8,21,69, 98, 144, 145,147, 148.
Questions would be deleted- 88, 97, 123, 149.
Note- its only my analysis.........anonymously urs

Anonymous said...

ANSWER CHANGE:

QUESTION: 5, 8, 21, 144, 145,

DOUBLE ANSWER: 98 (A & D), 124. (A & B), 125 (A & B)

ANSWER CHANGE INCLUDES TWO ANSWERS ASLO

QUESTION DELETED: 88, 97, 123, 147

Anonymous said...

according to my view Q. no. 149 may be deleted.

Anonymous said...

@lalit
kismat ka khel nahi hai lalit bhai .. decision ka khek hai ..aap decide to karo ki kisme jana hai ..do navon par pair rakhne ka matlab -dubana tay hai. clerky bhii aasanai se nahi milti .. par yah dusra sector hai.. isme competition adhik hai.. upsc ke mahir khilari bhi yahan paani bharne lagte hai.. abcd option ratne vaalo se competition karna kathin hai

Anonymous said...

tumlog sb paagal ho chuke ho dosto.

Unknown said...

Jo koi 105 se 110 k cut off ki bat kar raha hai, he is not examine, he is roadmaster, they r only passing the time through blog. No candidate should take it seriously. result is comming soon , so doodh ka doodh , pani ka pani ho jayega. be happy.

Anonymous said...

sabhi log pagla gye h.

Anonymous said...

sabhi log pagla gye h.

Unknown said...

u r right bhai.

Anonymous said...

varsha shikhandi,tera to 600 bhi ho jayega,agar mere pass aa gaya to.

Unknown said...

kuchh pal ka samay baaki h doodh aur paani k diffrence ko door krne k liye.

Anonymous said...

ravi ,sambhu,puskar,niraj,raju jee,sashi,baccha,bhaskar,amit,ghosh,mrinal,panjiyaar,binod,munna,juber,sunil,bhagat,chatarji,niranjan,mitra in logo ka katihar se confirm ho gya h koi na koi sheet.

Unknown said...

katihar se sb log RADHE-RADHE ho gya h.

Unknown said...

katihar se sb log RADHE-RADHE ho gya h.

Anonymous said...

Mera 401 marks aa raha hai cat. Mbc and commerce graduate kuchh milne ka chance hai

lalit said...

anonyomous bhai @.mera selection is se bhi higher post per ho chuka tha,maine join nahi kya.ye to ghar bale decide karenge ke kis me join karna aur mera jo dil bolega.aap ko koye chinta ke jaroorat nahi hai.i also enjoy fight in abcd type exam had worked more i.e left ukpsc exam., hardly anybody had done race with me.
any how u wil see my roll no.14330181,gen. candidate . i will be very happy if abcd exam experts throw me out of this exam.let see who do what to others.
what about u, will u survive in this great fights or not?
.better u take care of urself.
thanks.no more reply i will give to anyone.

Anonymous said...

RAM RAM japo kuch kya sab mil jayega

lalit said...

bakwas discussion hota hai.bye to all.enjoy cut off and change in answer sheets of bssc.

Anonymous said...

ye delete kiye gaye quesn ka number kya hona chahiye...

Anonymous said...

Anonymous @ 10:11am. Do not take tension about me. I m getting 436 after revise keys.

Anonymous said...

Lalit bhai ....u r our invaluable member, dusaro ke coments par dhyaan na do ....bakwaas discussion ke beech kuchh achhi baaten bhi karnewaale hain...so remain active here ...anonymously urs

Anonymous said...

@lalit
aapse koi discussion nahi ho sakta . dusaron ki baat out of context lete hai. mai exam ke baad se hi dekh raha hun..faltu me pareshan ho rahe hai ..apne roll no. kyon diya..? koi jarurat nahi thi

is exam me paas hona koi badi baat nahi hai ye aap bhi jante hai .. isme aap bhi safal rahenge aur mai bhi ..aur han exam se pahle bhi mai safalta ke liye aashvasht tha .. aaj bhi hun.. aur result bhi yahi batayega... aur 3250 log bhi sfal rahenge .. ye koi bahut badi upalbdhi nahi hogi..

mujhe chinta nahi hai ki aap kisme join karte hai .. par ye mat kahiye ki psc aur bssc me hone ya na hone ka sambandh luck se hai ...

iska sambandh decision se hai... ab ghar vaale decide kare ya aap khud karen.....aapne decide kiya ukpcs ko chhorkar bssc ki taiyari karnge.. ab ye kismat me nahi likha tha .. aapne ise khud chuna hai ...


Anonymous said...

Maan Gaye aapke logical deduction power ko, pls iska use new sceanario me cut off batane aur rectified answer batane me kijiye...kyon ise negatively expend kar rahe ho bhai....anonymously urs

Anonymous said...

pay protection ka koi rule hai kya PSU employee k liye.

Anonymous said...

exam to cancel hokar rahega. bssc secretary ke upar bhi constitutional body hai jo doodh ka doodh aur pani ka pani kar dega.

Anonymous said...

bssc me aaj kya chal raha hai? any information?

Anonymous said...

kal ka hindustan paper padhna dekhna exam cancel ka news front page par hi rahega.

Anonymous said...

Aapki English tagdi lagti hai, seat bhi likhane nahi aata....khair ye redio nahi hai jahan Inka naam Bata rahe ho , yahan farmaisi gaane nahi sunaye jaate....phon par batao Kisko batana hai....anonymously urs

Anonymous said...

mera 93 question thik hai after deducting negative marks. can i hope for Sectt. Assistant. M in EBC category.......please apni rai de.

Anonymous said...

one who got 100 marks they are qualified for every post of bssc ===========================================================its 100% truth.

Anonymous said...

Nahi. PSU ya central gov. Service waale ko koi pay protection nahi hai....

Anonymous said...

answer rectifying the answer......my score will be 100 friend. can i hope for SA post.

Anonymous said...

Has the revised answer sheet been published?

Anonymous said...

Yes ....u r in the race for SA

Anonymous said...

S. No. Country Name of Parliament
8. China, National Yuan ( National Assembly ).......bhai log jo
kah rahe hai ki ki ans c hoga unke liye,,,,,,,,link de raha hun read care fully.....http://www.winentrance.com/general_knowledge/miscellaneous/name-parliments-countries.html.......china mainland parliyament ka nam national people ass....hai....so plz dhyan de...yadi mai galat hun to plz sahi sahi information de.....with proof

Anonymous said...

@anonymously urs
kispar ye comment -- "seat" likhne nahi aata.. aur ye "redio" kya hota hai . kahi radio to nahi kahanachah rahe the aap

Anonymous said...

sorry......china mainland parliament ka nam.....national people congress...hai...plz esko es tarah se pade...

Anonymous said...

@ 3.53pm, Friend, national assembly is the name of parliament of Taiwan, which was part of China before Chinese revolution. After Chinese revolution Taiwan became independent country led by kuomitang party and communist start ruling in china till date. Now national assembly is Taiwan and National peoples Congress is China parliament. Read carefully the History and above link u have given.

Anonymous said...

http://www.npc.gov.cn

National People's Congress ---Chinese government website (dot CN)

Anonymous said...

You are right I am with you

Anonymous said...

When the National People's Congress (NPC), the Chinese Parliament and top legislative body, convenes in Beijing on March 5 for its annual session, it will be bringing together not only China's most powerful political leaders ---

See the most authentic link

http://www.thehindu.com/opinion/op-ed/article2947009.ece



Anonymous said...

thanks to u all......

Anonymous said...

bhai log mere 95 kul kat pit kar sahi hai......jisme maine 20 q bssc ka puri tarah se nikal diya hai....+ mere dvara galat kiye gaye ans+negative....plz sahi sahi comment dena..

Anonymous said...

ye deleted quesn no ...88, 97, 123 aur ....kaun ho sakta hai
aur revused answer wala quesn- 5,8,21,144, 145 aur -------kaun 2 ho sakta hai

Anonymous said...

20 nahi 4 QUESTION nikal kar bataaiye.146 me kitna aa raha hai ?

Anonymous said...

ye 4 quesn no kaun 2 hai

Anonymous said...

88, 97, 123 aur youtube vaala

Anonymous said...

yar bhai jab sara nikal diya to kya bataun.......sath hi abhi kaun sa nikalun usme se.....aur pata nahi 9 kaun se correct kiye hai eske chakkar me mat dalo plz....jo bataya hun us par comment do...

Anonymous said...

quesn no bataye

Anonymous said...

ok- tab aapka adhik se adhik 95+16=111 sahi hoga.
kam se kam 6 savaal to sabke sahi ho rahe hai isliye kam se kam 95+6=101 hoga

kuchh na kuchh jarur mil jaaega

Anonymous said...

Wo 9+4 questions kaun se hain jinka answer correction+ delete kiyaa jaayega. Any clue...share pls

Anonymous said...

ye 4 quesn kaun 2 sa delete hua hoga

ajay said...

kisi ke pss agar authentic news ho to please share kare ki kuan se question ko corrected kiya gaya hai kyonki apas me discussion se to yahi nishkarsh nikalata hai ki more than four question must be deleted

Anonymous said...

4.25@...thanks bhai sahab

Amit said...

Kab tak revised answer sheet published ho gi bhai...

Amit said...

Koi mujhe koi ye bata sakta h ki jo question delet hogi or use kisi boys ne touch kiya h to kya use penalty (Negative ) dena hoga, plese.

Anonymous said...

aisa nahi hota, jyada dimag na lagaye

Anonymous said...

avi mera 119 sahi ho rha hai. maine 134 attept kiya tha jisme 12 galat hue hai. agr naya key ayega to 6 aur shi honge. mera sure ho jayega . best of luck for all.

Anonymous said...

at 4pm i was in the bssc office. there i came to know following detail.
questions deleted- 3, 88,97,123
answers modified- 5,8,21,69,71,79,89,98,148
results to be declared within a fortnight.

ajay said...

@4.45 aap to munna bhai ko bhi par kar gaye jay ho BSSC

Anonymous said...

@4.57 GALAY SALAT POST NA KARE MEHARBANI HOGI ;AAP 89 KA ANSWER C KO MODIFIED KARKE NARORA KO KYA BIHAR ME LE KE ANA CHAHATE HAI LAGATA HAIAPP KA JO GALAT HUA USE AAP NE YAHA POST KAR DIYA HAI

Anonymous said...

Revised answer sheet kab tak aayega... kisi ko koi suchna....cut off ka speculation wahi log kar raha hai ,, jiska exam kharab ho gaya hai ya phir usne exam mai blutruth ya phir agal-bagal share karke banaya..hai ... 110 se upar sahi banane wale uprokt dono karno ka pratifal hai...Brilliant student bhi 110 marks se kam hi laya hai. negative hote hue itna marks lana sambhav nahi dikhta... lekin kuch bhi ho sakta 1% logo ke liye.....Yahan to maximum log 110 se jyada score ki baat kar raha hai.

Anonymous said...

@ 4.57
Jeeves continued to appear in Wodehouse's work until his final completed novel Aunts Aren't ... He was Wodehouse's most famous character.

ye kaise delete hoga..?

aap afvaah faila rahen hai ..

DAILY MOTIVATIONAL said...

wo four question ye hain jinhen delete kiya jayega-
97,107,123& 134

Anonymous said...

जय हो . हम तो बस समय का सदुपयोग कर रहे है . तबियत खराब है .सोए-सोए बोर हो रहे थे .अब मनोरंजन कर रहे है .बुरा न मानियेगा

Anonymous said...

sorry and beg a pardon to all ,it is q.no-79 not 89.this being a typological error.

Anonymous said...

sorry and beg a pardon to all ,it is q.no-79 not 89.this being a typological error.

Anonymous said...

साकिब भाई .. आप भी मनोरंजन कर रहे है .134. A boy goes to three stalls in a fair. At each stall, he pays Re. 1 as entrance fees,
spends half of the remaining money at stall and pays Re. 1 as exit fees. At the end, he
has Rs. 3 left. How much he started with ?
ये क्यों डीलीट होगा ..?

Anonymous said...

mera 530 marks a raha hai negative kat kar aplog bataiye ki mera secratariat assistant me conform hoga ki nahi pls

Anonymous said...

beg a pardon ki jarurat nahi hai .. (3) jeevs vaale savaal ke baad aapke list ko check karne ki jarurat hi nahi padi

Anonymous said...

answer modified-
5,8,21,88,109,124,144,145 & 147

Anonymous said...

ab pls. kaha hai to bata dete hai ..
aapko direct "secretariat commissioner on interception of communications and surveillance" banaya jaaega ..."secretariat assistant" ka post bahut chhota hai aapke liye

Anonymous said...

4.57 wale bhai sahab aap 100% jhuthe ho. 79 wala qn ku hatega ya correct hoga. apko qn samajh nhi aya. 10 to the power minus 9 mtr hota hai. aur hum jab usko cm me badlenge to 100 se multiply karna hoga to ans aa jayega.
pahle solve kijiye badiya se tab comment kijiye. rumr na failaye. BSSC ITNA V NALAYAK NHI HAI HAI JITNA SAMAJH RHE HO

Anonymous said...

4.57 wale bhai sahab aap 100% jhuthe ho. 79 wala qn ku hatega ya correct hoga. apko qn samajh nhi aya. 10 to the power minus 9 mtr hota hai. aur hum jab usko cm me badlenge to 100 se multiply karna hoga to ans aa jayega.
pahle solve kijiye badiya se tab comment kijiye. rumr na failaye. BSSC ITNA V NALAYAK NHI HAI HAI JITNA SAMAJH RHE HO

Anonymous said...

achha..ye vaala savaal bhi rakha tha .... yaha tak to maine padha hi nahi keval 3. number question dekhte hi samajh gaya ki bhai ji se jo nahi bana hai uski list tange ghum rahe ahi

Anonymous said...

jo bhi candidadates 385 plus hain unhe koi post jaroor milegi. abhi kewal yahi anumaan lagaya ja sakta hai. baaki sab rumour hi hai. haan itna jaroor kaha ja sakta hai maximum(almost 90 percent) candidates ka selection 385 aur 425 marks ke beech hoga.

Anonymous said...

i m totally agree with @5.45 comment

Anonymous said...

I THINK CUT OFF WILL BE
GEN-430-450
OBC-415-425
EBC-395-400
SC-340
ST-320
WBC-360

Anonymous said...

i m totally agree with @5.59 comment

Anonymous said...

exam cancel ho raha hai ya nahi ?aaj ke meeting me final decision kya hua ?

Anonymous said...

Munna se bhi bada namuna......bura mat Manama.its only for fun....u may have done

Anonymous said...

bhai 5.59 pm wale yeh cut off sirf sa ka bata rahe hain ya aur anya post ka bhi.

Anonymous said...

mujhe lagata hai bihar ssc me 90+ par kuchh na kuchh mil jayega lekin jhutho ka kabhi bhi nahi hoga chahe 100+ jitana ho.......yar bpsc me 100 merit thi g s ka lable yahi tha....yadi usi merit ko110 kar dete to result 3000 ke aas pass aa jata....yadi negative 40 galat ka kat lijiye to score 100 aata hai.....ye hal hai 150 q ka lekin jaha bhari matra me galatiya hui hai vaha par ......90 + kahana jhuthon ki shan lagata hai...

Anonymous said...

Blog bana tha information share karne ke liye , AAP logo ne time pass aur afwahe udane ka sadhan bana dala....@ 4:57 waale person ne toh had kar di...dusht maanav

Anonymous said...

5.59@ bhai bihar bahut badnam hai.....sabhi mamllo me...tum uske jite jagate udaharan ho....kyo munna bhai??????????

Anonymous said...

ab 9 savaal sudharne ke baad bhi jinka 430 nahi aa raha hai ..unka pahle kitna aata hoga ?.. jiska bhi pahle 98-100 th ab 106-108 ho gaya hai .. to @5.59 vaale ne kuchh bhi galat nahi likha hai .

Anonymous said...

kiya new answer key phir bssc publish kar bawaal mol le sakta hai? koi bataye.

Anonymous said...

bhai jhuthe das sare mila kab liye....aur ans abhi aaya kahn .....aur apna roll no chodo ham tumhara result aur marks dono denkhenge .....jhuthe kahi ke.....fraud.....6.29....aur han chor chor mausere bhai.....thujhe sare aate the kya??????????fraud

Anonymous said...

nahi miss world .. mujhe sare nahi aate the bas 121 hi aate the par vo kaafi hai

Anonymous said...

Koi yah kyon nahin samajhta ki nine question ke answer sudharne ke bad sabhi ka kuchh na kuchh wrong or right hoga phir kyon sablog 5 or 6 marks badhne ki bat karte hain.

Anonymous said...

roll no do teri aukat bhi dekh lenge.....bpsc me esi karan bahar ke jyada select ho jate hai aur sare bihar vale general ke gayab ho jate hai .....esi jhooth par jine vale

Anonymous said...

tujhe 121 hi aate the mujhe laga ki sare aate honge.....akhir me apne bap ko batayega kya?????//tabhi to khane pine daru saru ka jugad hoga ........fraud

Anonymous said...

Apko lagata hai paper pahle hi mil gaya tha apki asali jagah jail hai

Anonymous said...

seat increase ho gaya kya....

Anonymous said...

pichhali baar bpsc ke chairman ko plato (Classical Greek philosopher)
ne sapne me aakar bataya tha ---" jab tak officer darshanik na bane ya darshanik officer na bane , tab tak bihar ka kalyan nahi ho sakta "
to bihar ka kalyan karne ke liye darshanik logo ko UP se aayat kiya gaya tha ..is baar "miss world" ko aayat kiya jaaega...

nahi miss world mai chhoti chhoti baaten keval aap logo ko bataata hun.. aur kisi ko nahi bataya..

Anonymous said...

mujhe lagta hai max. cutoff for gen. is 100, aaplog mano ya na mano yeaapki marzi.

Anonymous said...

ye kisne kah diya ki bpsc UR me bihar ke log nahi aate--ab chairman ke sir se "darshanik prashasak " kaa bhut utar gaya hai is baar bihari hi rahenge UP vaalon apna darshan gyan apne paas rakho

Anonymous said...

Ans sudharne bad 100 cutoff jayega ya abhi ans kye ke anusar

Anonymous said...

cut off ke bare mai mat socho..... result nikane ke baad 2-3 saal tak joining hoga ki nahi iske baare mai socho......court ke darbaar se gujarne ke baad hi kuch ho payega...

Anonymous said...

Ans sudharne bad 100 cutoff jayega ya abhi ans kye ke anusar

Anonymous said...

samajh gayin.. ya miss world ki tarah dimag ka upari hisse me bhunsa bhara hai..aur baki jagah silicone..

Anonymous said...

@miss world
8:53 PM, 8:47 PM, 8:36 PM ka comment miss world ke liye hai

Anonymous said...

tum pichhe the aur pichhe hi rahoge....aise bol rahe ho ki up valo ko anya subject aata hi nahi ....beta vo yaha aana hi nahi chahate hai....tab to ye hal hai.....ias ka uthakar dekh lo......aur han han abki bhi bihari bpsc me gayab rahe to dub marana.......aur abhi jitane bhi 100+ vale hai hai unme se ek ka nahi hoga .....aur han gand me dam ho to emandari se mila lena....jindagi kai sal bad to exam mila us par etana jhooth .....aur ghamand.....bihari hone ka pura parichay to de diye......fraud hone ka bhi....tabhi to har jagah.........lat ke bhoot ho....

Anonymous said...

YE MISS WORLD KAUN HAI YAHA PAR YAR

Anonymous said...

mujhpar bhadakkar kya hoga..? maine jitna banaya utna banaya.. mere banane se tumhara marks kaise kam ho gaya..? maine to nahi kaha tha ki bhai kam banana..? apni galti dusaro par gussa..maine UPPCS bhi diya hai .. par ghatiya logo ke yaha jaane ki jarurat nahi hogi..apna bihar sabse achha hai ..

"yaha ke officers ko mantri ke chhappal nahi uthana padta"

"mukhymantri ke birthday ke liye gold biscuit suply nahi karna padta"

bolo to link de dun.. padh lena UP ke halaat ke baare me..

ab to exam me bhi puchha jane vaala hot savaal ban gaya hai--
saman paristhiytiyon ke bavjood UP aur bihaar ke growth me itna anter kyon hai ..?
javaab hai -UP vaale gadhe hote hain isliye

dum ho to mujhe UPPCs me rok lena .. bssc aur bpsc to apna hai hi..

punit said...

Radio ki spelling to apko bhi nhi aati. Mjak urana aasan hai. Sheet wale bhai saheb ki to galti maf ki ja sakti hai lekin ungli karne wala glti kare......

Anonymous said...
This comment has been removed by a blog administrator.
Anonymous said...

yaad rakho khanti bihari hain.. parvah nahi duniya kya kahti hai

दुनिया के रंज सहना और कुछ न मुँह से कहना
सच्चाईयों के बल पे आगे को बढ़ते रहना..

hum aage badhenge tum Somalia ki tarah anarchy me fanse rahoge

darshn- tark padhkar UP vaalon ka dimaag fir gaya hai .. khud ko sabse bada gyani maanne lage hai


tumhare liye ek bihari kavi ki kavita--

एक पढ़क्‍कू बड़े तेज थे, तर्कशास्‍त्र पढ़ते थे,
जहाँ न कोई बात, वहाँ भी नए बात गढ़ते थे।
एक रोज़ वे पड़े फिक्र में समझ नहीं कुछ न पाए,
"बैल घुमता है कोल्‍हू में कैसे बिना चलाए?"

कई दिनों तक रहे सोचते, मालिक बड़ा गज़ब है?
सिखा बैल को रक्‍खा इसने, निश्‍चय कोई ढब है।
आखिर, एक रोज़ मालिक से पूछा उसने ऐसे,
"अजी, बिना देखे, लेते तुम जान भेद यह कैसे?
कोल्‍हू का यह बैल तुम्‍हारा चलता या अड़ता है?
रहता है घूमता, खड़ा हो या पागुर करता है?"

मालिक ने यह कहा, "अजी, इसमें क्‍या बात बड़ी है?
नहीं देखते क्‍या, गर्दन में घंटी एक पड़ी है?
जब तक यह बजती रहती है, मैं न फिक्र करता हूँ,
हाँ, जब बजती नहीं, दौड़कर तनिक पूँछ धरता हूँ"


कहाँ पढ़क्‍कू ने सुनकर, "तुम रहे सदा के कोरे!
बेवकूफ! मंतिख की बातें समझ सकोगे थाड़ी!
अगर किसी दिन बैल तुम्‍हारा सोच-समझ अड़ जाए,
चले नहीं, बस, खड़ा-खड़ा गर्दन को खूब हिलाए।
घंटी टून-टून खूब बजेगी, तुम न पास आओगे,
मगर बूँद भर तेल साँझ तक भी क्‍या तुम पाओगे?


मालिक थोड़ा हँसा और बोला पढ़क्‍कू जाओ,
सीखा है यह ज्ञान जहाँ पर, वहीं इसे फैलाओ।
यहाँ सभी कुछ ठीक-ठीक है, यह केवल माया है,
बैल हमारा नहीं अभी तक मंतिख पढ़ पाया है।

Anonymous said...

KYA UP BIHAR TUMLOG KAR RAHE HO YAR YAHA SANS 95 PAR AAKAR ATKI HAI BATAO KUCHH MILEGA KI GHANTA HILANA HAI

Anonymous said...

बद्तमीज हो बदजुबान हो...
इन बच्चों से कुछ तो सीखो
सबके ऊपर हो अब प्रभु जी
अकड़ू-मल जैसा मत दीखो

Anonymous said...

is blog pe kya ho raha hai.bihar wale up walon ki bahan ko chod rahen hai aur up bale kuch bhi nahin kar pa rahe hain. bhai logo is blog ko gande comments se na pate. please

Anonymous said...
This comment has been removed by a blog administrator.
Anonymous said...

9:22 PM ke comment ko kyon baksh diya gaya.

Anonymous said...

exam cancel hona chahiye. advertisement me likha tha ki pt me 5 guna hi liya jayega lekin pt me lagbhag 9 guna liya gaya. jiska pt me pahli bar nahi hua tha aur mains me ho jayega aur jiska pt me pahle bar me hi ho gaya tha aur mains me nahi hoga to yeh kaisi vichitra parishthiti utpanna ho jayegi.yeh mamla phir court me jayega.pt aur mains dono exam ko cancel kar dena chahiye.

Anonymous said...

educated logo ke bhich me gaay-bhaise charane wale kahan se guss gaya.please bhaiya log bad languge ka itemal mat karo.

Unknown said...

Please do not use abusive languages at this forum. Please do not deviate from the original topics and be focused. No abusive comments will be allowed on this forum. Thanks

Anonymous said...

advertisement me exam ka time 2.15 hrs diya gaya tha jabki kuchh centers par 2.15hrs me hi personnel details ko bhi bharwaya gaya jiske karan prashna banane ke liye time kam par gaye. kuchh centers par personnel details pahle hi bharwa liye gaye. is prakar time difference ka khamiaza student ko bhugatana para. is mudda ko local media me uthana chahiye nahi to finally court to hai hi.

Anonymous said...

Ratish ji ,please time wale mudda ko apne star se uthaiye.

Anonymous said...

gaay-bhaise charane wale ko chhota samajhate ho yah to pata chal gaya.

par ek baaat bataao tumhe padhna aata hai to koun si kitaab antim bar padhi thi.. abcd vaale guied book aur lucent ke alava .tumhe lagta hai ki chaar paanch desh ki rajdhaani aur mudra yaad karna hi gyaan hai to .. bahut gyani ho...

gyan gay bhais charane vaalo ko bhi utna hi hota hai jitna kisi aur ko ..par unke gyan ko agyaan ka naam de diya gaya hai ..

Anonymous said...

jha ji en fekuo ka kya ....jo aam rup se sahi ladake hai unhe frustrate kar rahe hai......ab bat nikali hai....lage hath unhe bhi samajha do ki jo bhi 100+ bolega vo roll no dekar hi blog par aaye plzzzzzzzz

Anonymous said...
This comment has been removed by a blog administrator.
Anonymous said...
This comment has been removed by a blog administrator.
Anonymous said...

this exam should be cancelled.

Anonymous said...

yar jab pichhala bpsc galati ka pitara tha tab to kuchh hua nahi ab esame bhi kuchh nahi hone vala hai...han yah bat satya hai ki mamla court me jayega hi jayega.....aur final result par bhi log antim rup se court par hi bharosh rakhe....yah meri niji rai hai

Anonymous said...

mamla court me jana hi chahiye.court jo faisla degi sabko manjoor hoga.pt me court to nahi bola tha ki 11000 aur aspirants ko lo. vahan doodh ka doodh aur pani ka pani ho jayega.

Anonymous said...

cancel to nahi hoga.. sachhai yahi hai. jab PT nahi huva to mains kaise hoga

Anonymous said...

court me aaj bhi daroga ka mamla chal raha.agar court huva to hai ye bhi chlta rahega

Anonymous said...

court agar nahi jana hai to bssc ko phir se exam le lena chahiye.

Anonymous said...

lag raha hai ki bssc koi garib padosi hai ..jisake jamin par kabja kar ke bolte hai ki kahan court ke jhanjhat me fasoge thoda bahut le dekar mamla nibta lete hain.. court baaji me tabah ho jaaoge.

bhai bssc ke paas aapse adhik paisa hai .. lad lena court me . harek exam ke baad koi na koi ladta hi hai ek aur case hoga. kya fark padta hai.
----------------------
mujhe janana hai ki koun se savaal hataye gaye kinhe sudhara gaya. kya kisi ke pas khabar hai..?

Anonymous said...

Candidates 5 guna le ya 25 guna, tum me dum hai toh kaun Rom sakta hai.....16000 me bhi uper waale hi 3000 honge aur 27000 me bhi...candidate badhane se tum down jaa rahe ho iska matlab tum galti se upar aaye the mana jayega...anonymously urs

Anonymous said...

The sign of maturity is not when we start speaking "big things", but actually it is, when we start understanding "small things".......aap sabhi bhai logo se mera anurodh hai ki kripya karke ish blog par abhadra bhasha ka prayog na kare kyoki mere khayal se blog se jude lagbhag sabhi log sikshit hai avam sath hi saih kuchh log job me bhi hai. Vidhya ki devi Saraswati mata ki puja najdik hai. Ishliya kripya karke aage se apshabd bhasha likh kar avam aapash me ladhai karke apne vidhya avam saraswati mata ka apman na kare. Aap sabhi ko saraswati puja ki dher sari shubhkamnaye. Aur sath hi sath best of luck 4 ur bright future. Be positive. Gud night.

Anonymous said...

The sign of maturity is not when we start speaking "big things", but actually it is, when we start understanding "small things".......aap sabhi bhai logo se mera anurodh hai ki kripya karke ish blog par abhadra bhasha ka prayog na kare kyoki mere khayal se blog se jude lagbhag sabhi log sikshit hai avam sath hi saih kuchh log job me bhi hai. Vidhya ki devi Saraswati mata ki puja najdik hai. Ishliya kripya karke aage se apshabd bhasha likh kar avam aapash me ladhai karke apne vidhya avam saraswati mata ka apman na kare. Aap sabhi ko saraswati puja ki dher sari shubhkamnaye. Aur sath hi sath best of luck 4 ur bright future. Be positive. Gud night.

Anonymous said...

The sign of maturity is not when we start speaking "big things", but actually it is, when we start understanding "small things".......aap sabhi bhai logo se mera anurodh hai ki kripya karke ish blog par abhadra bhasha ka prayog na kare kyoki mere khayal se blog se jude lagbhag sabhi log sikshit hai avam sath hi saih kuchh log job me bhi hai. Vidhya ki devi Saraswati mata ki puja najdik hai. Ishliya kripya karke aage se apshabd bhasha likh kar avam aapash me ladhai karke apne vidhya avam saraswati mata ka apman na kare. Aap sabhi ko saraswati puja ki dher sari shubhkamnaye. Aur sath hi sath best of luck 4 ur bright future. Be positive. Gud night.

Anonymous said...

The sign of maturity is not when we start speaking "big things", but actually it is, when we start understanding "small things".......aap sabhi bhai logo se mera anurodh hai ki kripya karke ish blog par abhadra bhasha ka prayog na kare kyoki mere khayal se blog se jude lagbhag sabhi log sikshit hai avam sath hi saih kuchh log job me bhi hai. Vidhya ki devi Saraswati mata ki puja najdik hai. Ishliya kripya karke aage se apshabd bhasha likh kar avam aapash me ladhai karke apne vidhya avam saraswati mata ka apman na kare. Aap sabhi ko saraswati puja ki dher sari shubhkamnaye. Aur sath hi sath best of luck 4 ur bright future. Be positive. Gud night.

Unknown said...

The sign of maturity is not when we start speaking "big things", but actually it is, when we start understanding "small things".......aap sabhi bhai logo se mera anurodh hai ki kripya karke ish blog par abhadra bhasha ka prayog na kare kyoki mere khayal se blog se jude lagbhag sabhi log sikshit hai avam sath hi saih kuchh log job me bhi hai. Vidhya ki devi Saraswati mata ki puja najdik hai. Ishliya kripya karke aage se apshabd bhasha likh kar avam aapash me ladhai karke apne vidhya avam saraswati mata ka apman na kare. Aap sabhi ko saraswati puja ki dher sari shubhkamnaye. Aur sath hi sath best of luck 4 ur bright future. Be positive. Gud night.

Unknown said...

kya dosto answer sheet nhi dega kya

Anonymous said...

Sir repeating same big para so many times also show a type of immaturity....so pls start to understand small things...anonymously urs

Anonymous said...

Kya bssc revised answer sheet dega ya copy check start kar dega

Anonymous said...

Seedhe result ke saath hi answerkey dega. So wait for result.

Unknown said...

yaad h na bssc aj tk koi v revised answer sheet jaari nhi kiya h.chahe wo PT ho ya MVI ya EXCISE.kisi v exam ko dekh lo.result clear kr k student ko shaant kr deta h.yahi h apna BSSC BIHAR.

Unknown said...

yaad h na bssc aj tk koi v revised answer sheet jaari nhi kiya h.chahe wo PT ho ya MVI ya EXCISE.kisi v exam ko dekh lo.result clear kr k student ko shaant kr deta h.yahi h apna BSSC BIHAR.

Unknown said...

hume kyo bhul gye bhai.koi glti huee h kya.

Anonymous said...

bihar ke baare mai bhul jao...bssc itan aasan nahi hai....delhi mai hi raho....

Anonymous said...

abhi bihar ssc ka mamla court mai jayega...kam se kam 2 saal tak rahega...joining ke baad bhi hutne ka chance rahega....jai bihar...dusre cometition ke baare mai soche...yahan sirf munnabhai ka hoga..bluetruth ka hoga...party ke karyakarta ka hoga....ASI ka case abhi tak chal raha hai...bihar badalne wala nahi hai...andher nagri....

Anonymous said...

Cut Of kitna jayega Kuch samajh nahin aa raha hai. Koi 96 , koi 105, to koi 108 tak kah deta hai.

Anonymous said...

cut off for gen 110-112 ke aas pas hi rahega not only for sa .it is min for gen.

Anonymous said...

jin logo ka 480 se jyada marks aa raha hai.wo pls share kare....isse cut off ka sahi anuman lag payega...

Unknown said...

Please, do not try to use abuse. what is happening on this important blog. This is not good for educated person. come to the point. We should give the idea which may be true. We r brother. We should not fight each other.
whatever information i have , that is gen cut off 95 to 100, bc2 is 90 t0 95 ,bc1 is 87. Thanks. take enjoy till result.

Anonymous said...

WBC ka cut off kita ga sakta hai.pls share it.

Anonymous said...

kya 2nd answer sheet publish hoga ya nahi

Anonymous said...

Cut off

Gen 100-105
Obc 95-100

Ka anuman lagata hun. Ye actual ke kafi paas ho sakta hai. Isse jyada marks lane wale Hain to jaroor magar wo top ko represent karte hain mass ko nahin.

Anonymous said...

2nd answersheet publish nahi hoga.kyonki abhi tak bssc ne na to s.i aur j.e kishi ka sansodhit ans duwara publish nahi kiya hai

Anonymous said...

Result kab tak aayega?????

Anonymous said...

Cut off for Sa approx. 115 and other post 105 tak ho sakta hai For Gen. Max.

Anonymous said...

12.35 aap kitne general logo ko jante hai jinka 115 hai ...please bataye... ye cut off predict karne k liye jaruri hai k kitne maxm cadidate ko 115 se uper aa raha hai

Anonymous said...

12.35 aap kitne general logo ko jante hai jinka 115 hai ...please bataye... ye cut off predict karne k liye jaruri hai k kitne maxm cadidate ko 115 se uper aa raha hai

Anonymous said...

12.35 aap kitne general logo ko jante hai jinka 115 hai ...please bataye... ye cut off predict karne k liye jaruri hai k kitne maxm cadidate ko 115 se uper aa raha hai

Anonymous said...

@12;38 bhai sahab apka kitna aa rha hai. mera avi ke anusar 119 aa raha hai. lekin maine apni jankari se un qn ko v count kiya hai jo sudharne wale the. lekin main aisa 6 qn hi jan raha hu. lekin bssc 9 qn sudharne ki bat kar raha HAI TO MERA 3 AUR GALAT HO SAKTA HAI. IS PRTAKAR MAIN 115 KE AS PAS RAHUNGA. WAISE MERE KAYI DOSTO NE EXAM DIYA THA UNKE MARKS HAI---
1.93
2.104
3.107
4.89
5.113

Anonymous said...

General to kehne ke liye hai general ka aadha se adhik seat to obc candidate hi leta hai. General candidate koi khas alag se nahin hota hai jo adhik score karta hai. General ho ya OBC score sab usi bracket mein karte hain. Isliye overall top bracket walon ka score jaan kar cut off predict kiya ja sakta hai.

Anonymous said...

PLZ KOI GANDA COMMENT MAT KARANA........MERE SAMAJH SE ON AVERAGE 130 Q TAK LOG PRAYAS KIYE HAI....YADI KAL KE PAPER KI MANE TO 13 Q PRABHAVIT HOGA....YADI SAHI SAHI MULYANKAN KARANA HO TO ......13Q+20 JO NAHI KIYE ABHI KE LIYE HATA DE BACHA 117 Q ......SABHI KE 15 SE 20 GALAT HAI.....NEGATIVE 5......KKUL NIKALE PRASHANA...13+20+25=58.....BACHA 92.......YAH BHI HO SAKATA HAI KI KUCHH Q LOG BHUL GAYE HO.....TO YAH SAB KE BAD YADI 90+ HAI TO MUJHE LAGATA HAI KI KUCH NA KUCHH MIL JANA CHAHIYE

Anonymous said...

@ 12:44 mera bhi answer sudharne k bad 110 aa raha hai +1/2 marks aur badh si sakta hai ....per baat ye hai k 4 deleted aur 9 corrected quesn ka sahi sahi pata nahi chal pa raha hai na... aap kripya aapni rai de

Anonymous said...

JO BHI LOG 115 HAI UNKA SACH BHI DEKH LE.........YADI 115 SAHI TO.....KYA ENKE 15-20 Q GALAT NAHI HONGE.....YADI HAI TO NEGATIVE JODKAR 20-25 BANATE HAI...+13 KA PATA NAHI....YADI SACH KA SAMANA KARANA HAI TO.....13BSSC+CHODE GAYE PRASHNA+GALAT Q+NEGATIVE.....YAR ETANE KE BAD MUJHE NAHI LAGATA HAI KI KOI BHI 100 PAR KAR PAYEGA.......RAHI BAT Q PAPER KI TO MATHS REASONIG ME SABAKA HAL EK JAISA HAI......GS KE Q DECIDED HAI...AUR MAINE BHI UPSC KA INTERVIEW DIYA HAI GS UP+BPSC +JPSC KA BHI MAINS DIYA HUN THODA LOG EMANDARI SE APNA MULYANKAN KARE.....PLZ GANDA COMMENT MAT KARANA

Anonymous said...

Ganda comment se sab ko nuksan ye hai ki jo log sahi jankari rakhte hain wo share nahin karenge. Sabhi vidyartihiyon se nivedan hai ki ganda comment se bachen.

Anonymous said...

abe exam me itna guna bhaga kar lete to. upsc+up+bpss+js+--- itne sare exam me fail nahi hote. mc-bc cat. me ho kya. kitna chamce milta hai tumlogo ko fir bhi yr hal hai

Anonymous said...

B SSC ME EK SAMASYA DEKHI JATI HAI KI VAH GALATI KARAKE KAI BAR RESULT DETA HAI AUR GHURAHU-KATVARU SABHI KO PASS KAR DETA HAI.....KITAB COPY ...NAKAL KAR KE PT SAB PASS KAR GAYE TO UNHE AB SAMAJH ME HI NAHI AA RAHA HAI KI KARE KYA??? ........ABHI JITANA BATANA HAI BATA LO AAP LOG.....AUR HAN KOI BHI YAHA SCORE NAHI PUCHH RAHA HAI.....HOGA ANTIM RUP SE USI KA JO SACH ME SCORE KIYA HAI.......AUR SACHH BOLANE VALON KA 100 SE UPPAR NAHI BAN PA RAHA HAI...

Anonymous said...

1.26 BHAI DAM HAI TO ROLL NO UPSC 186196,2009-10 DEKH LENA MARKS...FAT JAYEGI TERI.....AUR HAN SABHI RESULT WAITED HAI .......AUR IAS+PCS EK BAR ME HO JANA BADI KISMAT KI BAT HAI...TERE RESULT SE UPPAR FIRK NAHI PADATA......AUR JATI MERI BHUMIHAR BRAHMAN HAI BUXAR BIHAR....DAM HAI TO DETAIL DE MUKABALA KHUL KAR KAR LETE HAI.......

Anonymous said...

YAH COMMENT BOX EK VICHAR MANCH HAI.....RATISH JI SE ANURODH HAI KI BINA DETAIL BHARE LOG COMMENT NA KAR PAYE AISI KUCHH VYAVASTHA KARE....THANKS

Anonymous said...

BHUMIHAR HO..! chalo bhai sab thik hai . comment vaapas liya. , bhumiharo se nahi bhidna .. JAY HO..

Anonymous said...

Court ka faisala namanjoor karne ka bhi option hai kya tumhare pas....tukke se pt pas hue ab Gaal Baja rahe ho..

Anonymous said...

Sakaratmak yogdan aane band ho gaye hain. sab par cut off ka pressure saaf dikh raha hai jiska parinaam aapsi kalah ke roop mein ho raha hai. Kripya aapsi sauhardra banaye rakhen personal comments na karen.


«Oldest ‹Older   601 – 800 of 3319   Newer› Newest»