CLICK HERE FOR THOSE WHO QUALIFIED FOR CONCELLING
CLICK HERE FOR MAINS GS/GK QUESTION PAPER
CLICK HERE FOR MAINS GS/GK ANSWER KEY
CLICK HERE FOR QUESTION OF GENERAL HINDI
CLICK HERE FOR GENERAL HINDI ANSWER KEY
Bihar Staff Selection Commission conducted first graduate level mains examination (Sachiwalaya Sahayak Examination) on 27 January, 2013. Mains examination question paper and Answer key have been provided on Commission's website. Any error in question paper or in answer can be informed to BSSC till 31 January, 2013. After then no complain will be entertained. It shows that BSSC is serious in declaring the result as soon as possible. It can be expected before 20 February, 2013.
As far standard of questions are concerned, it was a mix bag. It was not on the pattern of preliminary examination. All sections were mixed. There were very few questions from math. Except 5 to 6 questions of word formation , all reasoning questions were not so tough. GK questions were not so lengthy as it was in the mains. In the Reasoning section unlike PT. examination, not too many questions were asked from arithmetic. It means GS and Science questions are going to decide the final merit. One can say that it was little easy.
Keeping all these factors in mind one can expect a cut off marks based on one's performance. Since the General Hindi paper was qualifying in nature, hence its marks will not be added in the merit list preparation. So merit list will be prepared on the marks scored in Second sitting's paper only. In the preliminary examination cut off for general candidate's was 342 (on the basis of first result). In the mains examination cut off will be certainly go higher. How much, it is very tough to say. But one can guess and say that it will be around 390-400 marks for general category. It may be wrong, but is only speculation. Now it is up to you, to debate on the cut off. However BSSC is not going to give you enough time in debating the result, because final result can be expected anytime after 15 February. Total number of seats are 3285.
CLICK NEWEST LINK FOR COMMENTS AFTER 1600 OR CLICK HERE
CLICK NEWEST LINK FOR COMMENTS AFTER 1600 OR CLICK HERE
3,319 comments:
«Oldest ‹Older 801 – 1000 of 3319 Newer› Newest»Sir AAP 13 question minus kyon kar rahe hain?....isme se 9 Q aapkme positively judenge....inhe khate me jod kar dekhiye
SABSE BADA PRASNA YE K WO 4DELETED QUESN KAUN 2 HAI......
AUR 9 CORRECTED QUESN KAUN 2 HAI....
deleted Q 88,97,123 hai.4th Q 147 ho sakta hai
2009-2010 upsc list me roll no. 186196 ke aas paas koi jaan pahchaan ka najar nahi aa raha hai-
36
180558
SHANMUGA PRIYA R
98
180613
V RAM PRASATH MANOHAR
122
182348
SUJEET KUMAR
64
184094
KRISHNA BAJPAI
2009-10 me finally patna ke kai dosto ko safalta mili thi . ho sakta hai aap bhi unme se ek hon par lagta hai aapka interview clear nahi huva.
par sab par savaal kyon uthate ho bhai -aap kyon sabit kar rahe hai ki kisi ko bhi 100+ marks nahi mile sakte - aapke hi kuchh dosto ko bssc me achhe marks bhi hai -- aapka to kai jagah result hoga ...par kuchh logo ko bssc me hi fatafat safalta dikh rahi hai-- BSSC ko bachho ke liye rahne dijiye --
akhir ek hi noukari karni hai -- tin char noukari k saath nahi kar sakte--
jai ho..
yar hame to lag raha hai ki kal paper ki news galat thi hindustan to bharosha karane layak nahi hi hai.....mujhe lagata hai ki9 q hataya hai aur 4 sahi kiya hai.....paper ki bat palle nahi pad rahi hai.
Sir aapke calculation me ek problem hai...AAP 13 Q minus kyon kar rahe ho Jabki delete 4 Q hi ho rahe hain...AAP in re tare karne waalon se kyon bhidne lage.....hathi chale bajar,kutta bhunke hajar.....anonymously urs
2.15 @ BHAI SAHAB SELECT HOTA TO YAHA KYA KAR RAHA HOTA.....MAINS ME MARKS THIK THE....INTERVIEW ME NIRBHAY SHARMA JI NE MATRA 105 HI DIYE HAMSE EK BAHUT BADI GALATI HO GAI THI....KHAI MERA ERADA KISI KO NIRASH KARANE KA NAHI HAI ....APP SAB KO HO JAYE YAH PRARTHANA KARATA HUN...LEKIN JO MAINE PAIMANA /KASAUTI RAKHA HAI US PAR EK BAR VICHAR KAR KE TO DEKHIYE.....PARIKSHA KA ANUBHAV KAHATA HAI KI JITANA HI KATHIN MULYANKAN RAHEGA BAD ME PARESHANI UTANI HI KAM HOTI HAI.....
@ 2:18 am AAP thik kah rahe ho 9 que ke answer sudharne ki jaroorat kahan thi....6 Q ke hi answer galat the
mujhe lagta hai ki deleted qn hai--88,97,98,123.
aur correct kiye qn hai--5,8,21,135,144,123,124,145,147
Cut of 70% par nahi karega..cut off 65-70% ke bich hi rahega..negative exam me 70% score karna aasan nahi hota hai..question easy tha but itna bhi easy nahi tha..science ke bhaut saare question acche the jisme bhauto ne kafi galtiya ki hogi..reasoning ke kai question to banne layak hi nahi tha.4 question bhi galat puche gaye hai hai..kuch question me hindi and english version me bhi difference hai..aise condition me 105+ score karna easy nahi hai..50-100 student jarur honge jinhone 110+ kiya hoga..100 student honge jinhone 105 se 110 ke bich score kiya hoga..fir bhi 350 seats bach rahe hai..iske baad every question par 50 student bhi manu to 7 question down hoga.means 98..so mera calculation kahta hai ki secretariat assistant ke liye cut off 95-100 ke bich hi nona cahiye
resulT ............................................AAJ ..............................AAAYEGA
NITESH RAI....RAJESH JI AAP KA ANUMAN KAFI HAD TAK SAHI HAI.....95 TAK PAR S A MIL JAYEGA.......90 TAK PAR ANYA....JO MUJHE LAGATA HAI...HAN JAB SEAT BAD JAYE TO AUR NICHE MERIT AAYEGI.....SUNAI PAD RAHA HAI KI 496 SEAT SA KI BAD RAHI HAI....
According to sutra.
Final result k pahale 9000 se 10000 student ko councelling k liye bulaya jayega.
For more mail me sbjha64@rediffmail.com
dosto maine aaj BSSC OFFICE ME BAT KIYA UNHONE BATAYA KI AAJ V MERIT LIST AA SAKTA HAI
in pt exam some candidate said that the cut off marks will be in general category between 102 t0 105. but when result came it was only 86 in first cut-off list. so there are clear that in main exam cut-off marks for gen cat. will be remain below 102.
Breaking news 4pm bssc pres conference krega
isliye to maine likha tha k result aaj aayega.......
sabhi SA mai hi jayenge to other post mai kon jayega so cut off marks for other post gen ka 95 tak aayega
6 feb 2.36 pm bhai saheb, aap itne sure kese ho aaj result ayega... source....
AAP CALL KARO AUR PUCHHO 06122227727 PE
AAP CALL KARO AUR PUCHHO 06122227727 PE
dear friends ek information aap sabon ke liye----
Sachiwalay main exam me total 24765 students appear hue hain.
Delete honewale question hain----
1-The steel plant located in Bihar is
2-The sum of the first four odd numbers is
3-If < means –, > means +, = means × and $ means ÷ , what is the value of
27 > 81 $ 9 > 6 ?
4-What is the common product of photosynthesis and respiration ?
yar maine puchh to bssc ki taraf se yah kaha gaya ki saptah ya kabhi bhi aa sakata hai result aur ans ek sath dalane ki bat kar rahe the...
4-What is the common product of photosynthesis and respiration ?
-------h2o
-------h2o
-------h2o
-------h2o
-------h2o
-------h2o
-------h2o
-------h2o
-------h2o
-------h2o
-------h2o
-------h2o
bakwaas hai tumhari baat. ye kyon delete hoga 100% sahi hai
Press conference ka kya hua. Pls confirm me.
Kya aaj result aayega.
aa gaya
respiration me water ka production nahi hota hai jabki photosynthesis me hota hai. diye gaye option me se koi bhi in dono reaction ka common product nahi hai.....
Blog mai time pass karne wale kriyiya karke galat information mat de.. blog ka important kam ho jayega... result march ke first week tak aane ki sambhavna oh bhi agar sab kuch thik thak raha toa..kya fayda hota hai galat suchna dekar... ayaog galat question deta..hai...;. aur aap galat suchna dete ho..dono mai kafi simikarity hai..maid mat kar yaar..
Today I called bssc chairmain office no and asked about revised answer key..they told revised answer ka to pata nahi but result kabhi bhi aa sakta hai..maine pucha kabhi bhi ka matab one week ke ander to unhone kaha kisi chhan bhi result aa sakta hai..so result kabhi bhi aa sakta hai..i am not giving wrong information..aap bhi cal karke puch sakte ho
Kis question ko delete kar diya gaya...ttha kis question ko sudhara gaya hai...kya ayog apna revised answer sheet prakashit karega...ki ayog cchupa ke rakhega....
Kis question ko delete kar diya gaya...ttha kis question ko sudhara gaya hai...kya ayog apna revised answer sheet prakashit karega...ki ayog cchupa ke rakhega....
mera rank 300 ke bhitar hai...wow..! aur achha aana chahiye tha.mai top 50 ki aasha kar raha tha... par koi baat nahi 550 tak SA hi milega.. sallary wahi milegi rank kharab hai to kya
Aap logo ka result aa gaya.
rank list aa gaye hai total 25792 student hindi mai pass huye hai
General mein kahan tak wale ko post milega? Ye to category wise nahin hai kaise pata chale......
Jo bhi gen rank 3300 ke andar hain unko post milega
Result to aa gaya ha, cut of kya rakha ha commission ne...koi anuman ya information hai to please share karen...
yaar cut off toh deni thi n revised answer bhi,,,,... mera list mein 1154 number hai....kya mil sakta hai....plz aap mein se jo jankar ho batao.....
Mera under 1600 hai ...kya mil sakta hai
Ghanta milega aap logon ko jaiye ja kar bajane ka practice kijiye...
high court me case ja raha hai ya nahi. yeh exam dhandhlipurna hai.
OUT OF TOTAL 25792 STUDENTS
GENERAL CANDIDATES ARE ONLY 6519.
WHAT IS THIS.
SHALO NE ANSWER REVISED BHI KIYA HAI NAHI. LAGTA HAI SAHI SAWALO KO BHI GALAT KAR DIYA HAI. WE MUST FILE A PETITION IN THE COURT. WHY IT DIDN'T PUBLISHED THE REVISED ANSWER KEY? EVALUATION WAS DONE ON WRONG ANSWERS. BSSC IS IN HURRY TO FINALISE EVERYGHING. WE MUST FILE A PETITION IN THE COURT
isse acha to jssc kr rha hai, sab kuch systematic....
GENERAL CANDIDATE NO IS 6506.....THIS IS BIG GAME BY BSSC ...
U can count GENERAL NO. IS ONLY 5975.....ANYONE CAN COUNT ...IS SE KAM HO SAKTA HAI JYADA NAHI.....
bhai koi batayega ki,agar mera rank '3067-GEN' hai,to mera selection kisi bhi post ke liye hoga ya nahi?Its really important doston.Pls help me?Hope u people r there for me.
ab kya hoga ye to purane answer sheet ka merit list h.
kitne rank tak ko counselling karna hai
conselling ka vi niyam hai kya?
savi phekne wale kaha gaye?
koi kah raha hai ye hindi ka merit hai, pata hai to confirm karen
Ayog ka irada saaf ho gaya..galat question dene ka.....ayog expert commitee pahle se baitha ke rakha tha....ya expert committee ka baithne se pahle hi copy ka evolution ho gaya tha ..revised answer sheet dene mai kya problem hai...yadi aapne rank diya hai to marks dene mai kya problem tha...counceling ka kya matlab kya seat ki nilami hoga....bhai saheb mamla court mai jana chahiye....
Ayog ka irada saaf ho gaya..galat question dene ka.....ayog expert commitee pahle se baitha ke rakha tha....ya expert committee ka baithne se pahle hi copy ka evolution ho gaya tha ..revised answer sheet dene mai kya problem hai...yadi aapne rank diya hai to marks dene mai kya problem tha...counceling ka kya matlab kya seat ki nilami hoga....bhai saheb mamla court mai jana chahiye....
sumit keshri said-my rank is 1775 i am bc what is my chance
rank 3067-general.Kya chance hai selection ka?
merit list me ye kaisi garbari hai serial no ke sath DOB bhi serial me hai.
answere correct huyi ki nahi?
what is reputation of BSSC. This commission is conducting examination for GP Rs.4600 but the standard of the examination is lower than Gr.D examination.
Is exam me koi syllabus follow nahi kiya gaya tha, is karan bahoot saare aise candidates ka bhi rank bhi achha hai jisko SSC Graduate level ka PT bhi nahi ho pata tha.
To jars sochiye ki bsssc ka standard ssc ke saamne, yeh bhi aayog hai wo bhi aayog ha.
sumit jee apke kitne number aa rahe the
Bhaion sabra karo ...ayog cut off bhi dega....revised answer sheet bhi dega....aur aapki scan ki hui answer sheet bhi ....main pahale hi kah raha tha ki , mehnat karne waale ko koi nahi Rom saktA....aur Gaal bajakar court ki dhamki denewaale muhn ki khayenge.....anonymously urs
ye merit list nahin ho sakti kyonki DOB me ek serial dikh raha hai,isliye jo 3285 ke uper hain wo abhi khus na ho aur jo niche hain abhi dukhi na ho balki kal tak ka intejar karen..--Raj
Cut off to jari nahi hoga..jab aayog counseling ke liye bula raha hai to cut off kis base par jari karega...date off birth serial order me isliye hai kyonki same marks lane walo me jiska birth date pahle hai use aage rakha gaya hai
@10.03pm sahi kah rahe kyoki mera marks mere bhai se kam hote huye bhi rank uper dikha raha hai
9.59 wale bhai sahab mehnat ka fal mitha hota hai ye sahi hai, lekin kon sa mehnat ka fal mitha hota hai ye bhi jara sochiye, 20 question ka galati wala jo ki kisamt ke sahare hi scroring ka chance banta hai. kya bihar me sirf kismat ka fal hi milta rahega ya mehnat ka..?
Koi exam hone ke baad candidates khud ka mulyankan karta ha, lekin yaha to exam hone ke baad aayog ke karyshaili aur tarike ka mulyankan hota ha aur ho raha ha.
Apne 1 chis pe gaur kiya hai?? ye sirf disqulified bando ki list hai,,jaise jssc walo ne diya tha,,sabse last column DQ pe shyan dijiye to top 150 me hi 1 banda DQ mil jayega aapko
Are you sure
please read dhyan instead of shyan,,,,aur merit list ka marks k sath aati hai,,bina marks k merit list ki authenticity pe koi bhi sandeh karega
see 106 number,,,that guy is DQ in last column,,,,are u people are able to give any other meaning of this???
actually DQ is a category. see your admit card. in dq no is mentioned. But what i want to say is that this is not based on revise answer key. something is wrong.
bssc ne to kahi ka nahi choda yar.pata nahi kaunsi gear laga di sale ...31 ke bad 6 ve din result....kya majak hai yar....yar pt me 376 bina kitab copy ke aaye the...tab bhi rank anumanatah 11700 se to har hal me aadhe se kam rahi hogi....abhi 11700 se jyada rank hai...yar bina dispute ke 95+ tha ...ab to lag raha hai ki chulu bhar pani me dub marun...
dq means~~~defence quota
ye Hindi ka merit list hai
plz yar ab hindi kahe ke darao mat....hindi ki merit kyon banegi...ek to hua nahi hai uppar se jan lene par tule ho
hindi yaa gk yaa dono mein 286 log minimum cutoff nahi paye hain. baaki logo ka gk paper mein marks ke hisab se merit bana hai. mere bhai ka rank 180-190 ke beech mein hai uska marks approximately 460-475 ke beech me hai.
DQ means-diabled quota
high court me koi case karne wala hai ya nahi. gen me about 6000 ko hi kaise liya gaya hai. reasoning me jo question galat the use attempt karne walon ko marks kyon nahi diya gaya jabki pt me diya gaya tha...................... pt aur mains dono exam cancel hona chahiye. sushashan babu ka dhyan is taraf kab jayega.
कितने सवालों के जवाब इन्होंने सुधारे हैं, अगर कुछ भी आईडिया मिले तो पोस्ट जरुर करना....
जिनका मेरिट लिस्ट मे नाम है सिर्फ उनके लिए ही जरुरी है.....
10580 rank hai aur general commerce graduate koi chance? Plz rply
सुशासन बाबू को क्या लगी है, आखिर में तो पैसों का ही गेम होना है,अगर आप मेरिट लिस्ट मे फिट हैं तब भी पैसे लगेंगे ही, वो ये न समझें की ये फाइनल रिजल्ट है,अभी काफी पेंच है इसमें,और इसको भूल ही जाइये, इससे अलग अगर कोई और भी एग्जाम अगर देनी हो तो उसकी तयारी मे लगे रहें.....
शुभकामनाओं के साथ....
Jara dhyan den ki aayog ke website par jo soochna di gai ha usme panchve sentence me kaha kaha gaya ha "Samanya gyan me sarkar dwara nirdharit nyuntam arhtank prapt kiya hai ka anukramank medhakram me aayog ke website par pradarshit kar diya gaya ha"
Ab yah batayen ki minimum qualifying marks sarkar kyu nirdharit karegi, yeh to aayog ka kaam hota ha.
India ke aur sabhi examination me minimum qualifying marks aayog/board jaise SSC,UPSC,RRB,IBPS hi tay karte hai. ye sarkar kab se qualifying marks tay karne ka kaam shuroo kar diya hai..
Jara dhyan dijiye
mera 110 rank hai
110 rank wake bhai sahab kitna no. aa raha tha milane ke baad.
sirf bssc ke galti ko blog par likhane se kuchh nahi hone wala hai. galti ke virodh me case darz karna hoga tabhi jakar yeh exam cancel hoga.
DQ = Disqualified.
PLS SHARE UR MARKS AND RANK BY OLD ANSWER KEY I HAVE 97 AND RANK IS 6360
Mera 101 marks hai rank 9200 hai
AAP ko statistical assistant 1900 gp milegi .....pakka..anonymously urs
achcha appko itna kaise maloom hai...thoda detail me bataiye..
BSSC means:-
Bad Staff Selection Commission
Matlab ki itne galat question aur usase jyada galat answer wale exam se to koi bhi sahi tarike ka staff ka selection to sambhav nahi.
hi
mera gen. cat me rank 654 hai. kya s.a. milega/
Ab tumko nahi milega toh Kisko milega
Disability Quota
Court mai jao....tabhi kuch hoga...justice tabhi hoga....
Question Deleted: 88, 97, 111, 123
(Question 111: If dust is called air----, Why this question was deleted?)
Answer Change: 5, 8, 21, 69, 82, 98, 144, 145
(Question; 82: Which is largest beach in India-Everybody Know it is marina beach in Chennai, then why two answers)
Question number 69:Which technique has been possible only after development of recombinant DNA
technology- Answer Change-Vaccination, Why not two answer?
Why sitting arrangement question was not deleted?
mara final score 109(bc) aa raha tha lakin mara rank 3500+ hai.....0r hamara ak mitra ka 101 aa raha tha uska rank 1300 ka pas hai....ya kya ho raha hai bssc mai...mind it.
ab svi log group d k exam ki taiyari start kr do.wha to marks k aadhar pe merit list bnta h.nitish kumar Md.BIN.TUGLAK wala kaam kr rha h.iska patan education k maamle se hi hoga its true.
ye bssc walo ache ko v pagal bana dega
thik hi kahte hai ye Bad staff Selection commission sabhi ko mad bana dedga
kya hua yaar general ke ladke kahan gaye cut off mein....yeh kaisa merit list hai....dob sequence mein nahin hai....merit list hi hai....taiyar rahiye counceling ke liye....2 -3 dino mein date issue hogi..tabhi pata chalega kya milega kishi ko....mera rank 1154 hai genreral mein...
Apko kya lagta hai kya milega Apko
1625 Gen par kya mil sakta hai
bhaiyo ye bahut sare aise hai jinka marks adhik hai parantu rank niche hai like
rank marks
3500+ 109(BC)
1300+ 101
6360 97
11800+ 103
toh aap khud soche ye kaise rank list hai jisme kum no wale uper hai lakin adhik number walo ka rank niche hai
BSSC ko candidatewise marks open karna chahiye sath hi revised ans sheet v release karna chahiye
jab bssc ne itni mehnat kar rank list banaya to us me marks ka column banane mai kis baat kar dar tha
Q 111 main kya problem tha ki ise delete kar diya gaya
Lagta ha ki merit list kisi jyotishi ke tote ne nikala hai
Bihar me education aur examination ka haal behaal ha.
Pehle marks ke aadhar par teacher ki bahaali...
Ab kis aadhar par Sachivalay sahahayak ki Bahali....? pata kariye
Ratish ji please aap apna comment de ki category wise kitne merit wale race me hai
Tuglak ka raj isase achcha tha kame kam vo faisle to karta tha.
par yanha to ...
Ratish ji BSSC ka secretary hai ya chairman...?
lalu ka sasan mai competition jyada bardhiya tha....ab ...sachivalaya...bhi ram bhorese chalegi ...lalu ko phir bihar mai aana chahiye.....tuglaki pharman se mukti milegi...jio ho bssc ka lala.....
blog mahi kuch nahi milega...high court supreme court jaana parega....
high court me case darz hua ki nahi?
ye result galat hai.maine 105 banaya to 7000 se bhi adhik rank aaya mere dost ne 107 banaya to 200 se bhi kam rank aaya . xapq
Bhai saheb jaldi se jaldi court jana chahiye, nahi to waha bhi seting ho jayega. Jo bhi contribution mere taraf se hoga mai dene ke liye taiyar hoo. because it is completely disappointed thing for intelligent student. thank
court mai jana hi chahiye...isbar yadi high court mai..justice nahi milta hai to supreme court mai jana chahiye...naye sire se pt and main ka exam syllabus ko follow karte hua hona chahiye...ghar mai baithne se kuch nahi hoga....
Please share your mob no and try to unite each other for justice
Mera number hai 104 par rank hai 16000
kuch nhi hone wala court ja kr bhi, jo bhi niche rank mei hain chupchap se coming exams ka tayari kro kynki ssc cgl aa gya....
court ne aache aache ko pani pila diya hai to ye bssc kya chich hai
Lagta hai abvp wale student ne 7 feb se bssc ke khilap aandolan ka ghosna kiya tha ..isi ke dar se ayog ne aanan fanan me result 6 feb. ko de diya hai...think brother......
Case hua ki nai
Mera 104 tha rank hai 8158
General category me jinke rank 1572 ke andar hain unhe certainly koi na koi job milegi. lekin jo 1750-1850 ke beech me hain wo bhi hopfull rahe kyonki kuch already job wale waise general candidate jo 500-600 se neeche rank par hai wo shayad sachiwalay na milne ke karan councelling me chorenge jisse 1572 se neeche wale general candidates ko bhi kuch job milne ki posibility hai. OBC me 1572 se 2500 rank tak wale ko job milne ki puri ummeed hai.
yaar ye 82, 111 aur 147 me bssc ne khela kar diya hai.
Yaar, dal me kala nahi balki pura dal hi kala hai. So my all support to those persons who are ready to go to high court. Because it is copletely injustice with good students. Jo bhi safal student hai unhe mera hardik badhayee hai sath hi jo tarika apnaya hai bssc, that is absolutely wrong. Thanks.
104 number kiske anusaar , bssc ne batayaa kya...ya khud hi
104 kiske anusar ka kya matlab..mai jo banaya mughe pata nahi hai kya.. bssc jadu se mulyankan karta hai kya..tum jitna banaye utna marks aane ka confident nahi hona iska matiab hai ki bhagya ke bherose exam deto ho....
Bhai general cat me 1572 ya overall 1572 ,clear Karen ,
425 post math/com./eco. Ke liye hai.
economics/maths graduate hun general candidate rank under 7000 koe post mil sakta h ya nahi
Ye nitish kumar ki sab chal hai....aur jub god father hi chup hai tab koi kaha ja sakta hai aur waise bhi court sarkar ke against me nahi jati hai...lalu ke time me jub ek bhi question galat hota tha to court unko bahut dant phatkar lagata tha lekin aaj jab har exam me pura open dhandhli aur galat question ka badh hai bhir bhi court kuchh nahi bolta hai....isliye jub tak student aandolan nahi karenge jp ki tarah tab tak student ka bhala nahi ho sakta hai is nitish ke sarkar me aur ha aaj sab koi kasam kha le ki isko kabhi widhayak bhi lafe me nahi banne dena hai jindgi me ......lalu hi achha tha isse....pl lalu come in bihar i want you by heart.....
Nahhi dost aapko pata nahi hai,,,sabse pahale bssc se wo ques ki maang kijiye Jo sudhare Gaye ya delete huye, fir bssc se marks bataane ki maang honi chahiye,....tab discrepancy ka pata lagega....saath hi batadun...mera swamulyankan ke anusaar 110 tha rank under 1600...mere dosto ka 102rank under 15000....number 100 rank under 18000
we all know The largest beach in India is Marina Beach in Chennai(Tamil Nadu) but bssc gave two answer taminadu and goa
jis General students ke overall rank 1571 hain wahi certain hain kewal general category me 1571 wale list se bahar hi samajhiye.
jis General students ke overall rank 1571 hain wahi certain hain kewal general category me 1571 wale list se bahar hi samajhiye.
bhai ye time lalu-nitish ki tulna karne ka nahi hai. bssc ne apni galti ko chupane ke liye jaldi kiya hai. hum sabhi logo ko iske against me high court me appeal karni chahiye.
Hi friends,i m in genral category..my overall rank is 6000+. ..what is my chance? Is there anyone who can help me out?
No chance
kya gen. ka alag se merit list published hoga? Reply please.
Bhai counselling kitne rank tak walon ki hogi?
eco wale ka kitna rank tak hone ka chance hai
counceling kab se liya jayega?
Anil Sir Ji mujhe ye batayange ki BC Catg. ke student, jinka rank 1100 hai kya unhe Secr. Asst. milne ki chance h.
bihar me student ka hit sochne wala koi nahi hai kya? koi abhi tak high court me case darz nahi kiya hai. .......jp ke bhoomi par ab kya andolankariyon ki kami ho gayi hai....friends aage aayen aur apne hit ki raksha ke liye ekjut ho andolan karen.
BC category wale agar 900 ke ander hai tabhi S.A. ki ummeed kar sakte hain kyonki 200 S.A. ki post to SC and S.T. ke liye resrve hai. aapne 2nd option kaun sa post diya hai?
hum hindustan mein publish cancelled questions par bharosa nahi kar sakte. kyonki kahi par bssc ki charcha nahi hai usme. ye patrakar ka intelligent guess ho sakta hai.
maine 2nd option Supply Inspector and 3rd option Circle Inspector diya tha. or mera rank 1025 hai.
general ka cut off 108 gaya hai. mere score ssc ke revise answer ke anusar 109 hai aur meri ranking 1319 hai.
amit je aapko 3rd option circle Inspector milega. 2nd option me doubt hai.
Thanks you sir ji, for solution.
secretariat assistant patna kya maaldaar job hai.
Dosto Hum logo ko kuchh karna chahia bina high court gaye baigar kuchh nahi hoga kyoki agar result sahi se niklwana hai jana hi hoga
Unbeleavable result BSSC is not playing fairly it should scan the new booklet that have been prepared after deleting and amending some answer, why they (BSSC) have a reservation against disclosing the matter.
Anil Sing ji. mera rank 2371 hai. bc category me mujhe koi post milega kya?
Dear Mr. Anil Singh ji. My overall rank is 2371. Is there any chances of being selected for any post under bc category? Kindly help.
rank 84, kya sachivalaya sahayak milega?
MERA GEN. ME RANK 654 HAI.KYA S.A. MIL SAKATA HAI? RESERVATION ROSTER KAISA RAHEGA? KYA MERIT LIST ME SE UPER WALE 550 RANK WALE GEN. CANDIDAT KO HI S.A. MILEGA.
ST cut off kitna gya kisi ko kuch idea ho to plz batayen
general candidate jinka overall rank 575 se neeche hai S.A. ki ummeed na karen. 95 percent candidates ka 1st option S.A. hai isliye 560-570 tak rank wale hi isme aayenge.B.C.-1 me 2200 tak aur MBC me 2650 walon ko hi certainty hai. usse neeche rank par muskil hai.
The information supplied by the Commission is itself explanatory that it works under the influence of the Bihar Govt.The line it issued is that " samanya ghyan me sarkar dwara nirdharit niyuntam ahartank prapt kiya hai." is objectionable because The Govt. has no right to determined the minimum passing marks if it does the purpose of constitution of commission is defeated.
Fi.Fi secretary
aaj sachivalaya k samne pradarsan kiya ja raha hai
Anil sir mera rank 1542 hai...choices...1sa.2 sramklyaan.3 udyog vistar. 4suply insp...I m eco graduate .....sir koi chance...pls help me
new ans bssc kaha pr jari kiya pl help me
jo bhai high court jana chah rahe hai wo kab tk jayenye wo apna mob. no. bhi de
Not only high court but supreme court , we should file the petition against this large scam. it is bigest scam at the present moment in Bihar. it is matter of Bihar govt intesion, that what is happening in Bihar. High court has given some direction, bssc is avoiding the direction.
dear anonymous aapka overall ranking agar 1542 hai aur aap math/eco/stats wale hain to aapka selection hone ke 99 percent chance hain. aapne last ya 2nd last option jo bhara hai wahi milega usse upar kuch aur ki ummeed mat kejeyega. aap almost certain hain selection ke liye as per reservation roaster policy general category me female ke liye koi seat reseve nahi hoti hai isliye aap nishchint rahe aapka selection hona hi hai.
sab keval high court me petion dayar karne ki bat kar rahe hain lekin akhir billi ke gale me ghanti bandhega kaun?
Wah sir jee ...aapane mera confusion dur kar diya....tussi great ho...thanks Anil .sir
TOTAL SEAT IS NOW INCREASED AND IT SHOULD BE 5400 ONLY ASSISTANT 2800 SEAT
Aaj aivp walon ka aur bari sankhya me student ne bssc ke khilaf andolan shru kar diya...bas ab dekhte jaye age kya hota hai....bssc ke bure din shru..
yaar aap logo ko toh keval court hi dikhta hai....kabhi toh process ka hissa baniye...mana ki kuch galati bssc ne answer na dekar ki hai...but mujhe nahin lagta koi galati huye hai...court bhi yahi faisla dega ki revised answer key nikalo....almost list yahi rahni hai....seat bhi shayad bad gaye hai....so jo select na huye ho try other exam...best of luck..
seat nahi barha hai,,,kal press conference mai 3285 seat ki baat ayog duara ki gayi thi....so please do not confuse.....
Is it right information that no of vacancy is increased to 5400?plz clear my doubt.
100% not.....result has been published against total 3285 vacancy....this is said by bssc during press conference yesterday....
Anil bhai 1625 Gen economics aur law ka kya chance hai
the roumour of increasing seat is merely the conspiracy of the candidate who is safe in getting any post ,to avoid legal procedure against bssc. So freind do not be cheated...
Seat badhane me kuchh sachchai jarur hai
koi seat nahi badha hai maine 4 baje aayog phoe kia tha.
sumit keshri-anil sir my rank is1775 what is my chance. i am bc, kindly help me
Merit list ko gaur se dekho date of birth sequence me chal raha hai.jaise 1971 se suru hota hai phir 1988 par ja kar khatam hota hai. phir sabse jyada dob se suru hota hai aur 1988 par ja kar khatm ,isi tarah se sequence me DOB ke anusar merit list bana diya hai. ye merit list kaise ho sakta hai
bhai 6000 ke andar kitna UR select hua hai?
sabhi 450+ se upar wale log kaha gaye hai jara apna roll no to batayen
masalan :Munnaji, varshaji,lalitji, M.Kumar,n.k,shasank etc.......
cut off kya gaya hai, mera rank 2016 hai, BSSC ne merit list banane ka kya tarika apnya, kahi aisa to nahi ki merit bhi waise hi banaya hai jai question paper banaya tha? question paper to candidate ke saamne tha isiliye logo ko truti maloom ho gaya par merit list ka tarike ka information hamare samne nhai hai isiliye maloom nahi ho raha hai.
kya kanhi bssc ke apnaye gaye method ki sahi jaankaari mil paayegi ya ye matter bhi court me chala jayga jaise doosare recruitment ho hua tha.
Same marks par kai ladke hai isliye date of birth sequence me hai...jinka birth date pahle hai isliye unhe pahle rakha gaya hai bcz rule bhi yahi hi same marks lane walo me me jinta dob pahle hota hai unhe aage rakha jata hai..har ek marks par kai kai ladke hai...iskaran se dob sequence me hai..
bhai ye result nahi hai ye sushan babu ke liye extra kamai ka naya sroat hai. yadi aisa nahi hota to 107 question sahi karne wale ko 8300+ rank aur 90 wale ko 4900 ke aas paas rank, wah re selection panel. in salo ko to gandhi maidan me chana chur bechna aur wahan ka kachra uthana chahiye.
Kuch logon ka kehna hai ki 1500 approx overall rank tak jo non general candidate hain wo general ki seat lenge. Iska matlab ye hua ki general category ka ladka agar overall rank 1500 approx se bahar hai to usko kuch nahin milega.
Mera kehna ye hai ki jo non general log aarakshan ka fayda pt mein le chuke hain wo gair aarakshit seat mains mein kaise le sakte hain.
Bahuton ka to general ke hisab se age bhi nahin bacha hoga aur obc ya other category ke chalte form bhar paye honge.
Is tarah to agar 1500 approx overall rankers mein se agar aadhe non general candidate hain to aarakshan 75% approx ho gaya kyon ki wo 750 seat approx genral ka aur approx 1500 seat obc/mbc/sc/st wagairah wala mila ke 2250 seat approx le lenge agar approx total seat 3000 calculation ki suvidha ke liye man ke chalen to.
inn super rank aur over brilliant student jinka rank below 3000 thousand yahan ye kahne ka sahas rakhte hain ki unka marks below 100 hai. agar himmat hai to sachai yahan batao.
general categori k sath cheating hui hai
Dekhiye bakbas chhoriy, mai ek baat batata hun, halanki mai to Sachivalay sahayak ka form nahi bhara tha, main Ahmedabad me kaam karta hoon. Jab maine BSSC ke karname soone khas kar ke question paper aur baad me answer ke baare me aur main apne saath kaam kar rahe logo ko iske baare me bataya to log hansne lage, bolne lage ki bihar kaise sudhar raha hai jahan ke important post ka exam itna bachkana tarike se hota hai ki genuine students pass hi nahi kar paayenge.
baat sahi bhi lagta hai ki is exam me aise log bhi pass kiye hai jinhe yeh nahi maloom hoga ki apne graduation ka syllabus kya hai aur vo do-tin book ka naam bhi nahi bata paayenge, wo log sirf book ke naam per sirf kuchh guide, guess paper ya patrika ka naam batayenge, jara sochiye BSSC ya Bihar sarkar aise hi staff ya teacher ko select kar bihar ko sudharega...jinke pass apna khud ka koi chhamta hi nahi hai...ayogya logo ko teacher banakar kya sarkar hamare bhavishya ko ayogya nahi kar rahi hai...usi prakar itne important post per ayogya logo ko baitha kar system ko ayogya banane ka kaam nahi kar rahi hai.
lagta hai bssc ne 9 ko delt kar diya hai aur 4 ko revised
REAL FACT OF RESULT
1.JO QUESTION PAPER AUR ANSWER BOARD NE APNI SITE PER UPLOD KIYA THA SIRF WAHI SET MAI SUDHAR KIYA GAYA. JISKA PARINAM YAH HUA KI SAME SET WALE LOG TOP 1500 MAI AA GAYE AUR BAKI ALG SET WALE KA SAHI BHI GALAT HO GAYA, JISKA PARNAM WO 8000 KE PAR AA GAYE.( BOARD NE SBHI SET MAI SUDHAR NAHI KIYA)
2.BOARD KE ANUSAR EXAM MAI 50 GK, 25 GS,25 MATH AUR 50 REASONING AANE CHAHIYE THE PER QUESTION OUT OF PATTERN THA GK 103 GS12 MATH 15 AND REASONING 20.
YE BAAT COURT MAI CASE KARNE KE LIYE KAFI HAI. BOARD YA TO SABI SET KA ALSG ANS DE YA EXAM CANCEL KARE.
maine 2 feb ko kaha tha ki gen ko bahut nuksan hoga,3000 ke ander rahne ke baad bhi bahar hona parega,hai re meri kismat mera bihar aur us par sachiv jaise log.........
AB AAGE KI RAN NITI KYA HOGI?
BHAI PAHLA TATHYA BILKUL SAHI HAI.
AUR DUSRA MAI 90 GK+GS AND 60MATH+RES. HAI JO EXAM PATTERN SE TALLY NAHI KARTA. JABI 75 GS+GK AND 75 MATH +RES. HONA CHAHIYA THA.
aayog ko sabhi set ka answer key and sabhi ka marks jald jald se jald jaari karna chahiye...tabhi matter clear ho paayega.
Bihar me selection/recruitment kaafi pehle se hi rajnity ka hissa bana hua hai...chahe teacher bahali ka ho ya daroga-police ka chahe karmchariyo ka
kash bihar me bhi any rajyo tatha kendriya sansthao ke jai selection ka tarika hota to aaj itna hangama nahi hota.
main sahmat hoon..chunawi stant ko rokna chahiye tabhi sab kuchh thik thak hoga..rajiti ke chakkar me BSSC ka chairman aur secretary ka pad kamane ka jariya ban kar rah gaya hai
Post a Comment