Sunday, January 27, 2013

BSSC FIRST GRADUATE LEVEL MAINS EXAM. ANSWER KEY AND CUTOFF



CLICK HERE FOR THOSE WHO QUALIFIED FOR CONCELLING

CLICK HERE FOR MAINS GS/GK  QUESTION PAPER 

CLICK HERE FOR MAINS GS/GK ANSWER KEY

CLICK HERE FOR QUESTION OF GENERAL HINDI

CLICK HERE FOR GENERAL HINDI ANSWER KEY

Bihar Staff Selection Commission conducted first graduate level mains examination (Sachiwalaya Sahayak Examination) on 27 January, 2013. Mains examination question paper and Answer key have been provided on Commission's website. Any error in question paper or in answer can be informed to BSSC till 31 January, 2013. After then no complain will be entertained. It shows that BSSC is serious in declaring the result as soon as possible. It can be expected before 20 February, 2013. 
    As far standard of questions are concerned, it was a mix bag. It was not on the pattern of preliminary examination. All sections were mixed. There were very few questions from math. Except 5 to 6 questions of word formation , all reasoning questions were not so tough.   GK questions were not so lengthy as it was in the mains. In the Reasoning section unlike PT. examination, not too many questions were asked from arithmetic. It means GS and Science questions are going to decide the final merit. One can say that it was little easy. 
        Keeping all these factors in mind one can expect a cut off marks based on one's performance. Since the General Hindi paper was qualifying in nature, hence its marks will not be added in the merit list preparation. So merit list will be prepared on the marks scored in Second sitting's paper only. In the preliminary examination cut off for general candidate's was 342 (on the basis of first result). In the mains examination cut off will be certainly go higher. How much, it is very tough to say. But one can guess and say that it will be around 390-400 marks for general category. It may be wrong, but is only speculation. Now it is up to you, to debate on the cut off. However BSSC is not going to give you enough time in debating the result, because final result can be expected anytime after 15 February. Total number of seats are 3285. 

CLICK NEWEST LINK FOR COMMENTS AFTER 1600 OR CLICK HERE

3,319 comments:

«Oldest   ‹Older   2601 – 2800 of 3319   Newer›   Newest»
Anonymous said...

Yeh judgement pasina chhoda dega commission aur govt ka.Bahut saare candidates waise ho jaayange jinka marks selected candidates se jyada hokar bhi selection list mein jagah nahi paa sakenge,aur conflicting situation khada karega.
MAGICAL SOLUTION:
Select candidates from LPA 1200 group. or, Revive few questions out q.no.
82,148,149.
Reconduct mains.
Dismiss all LPA nos.
First option is best one.There is no any conflicting situation by adopting this.

Anonymous said...

iss tarah ke judgement se yeh spasht rup se saabit ho gaya ki court favour intention se judgement diya jo deserving candidates ke saath dhokha kiya. Doshiyon ko dandit karna chahiye.

Anonymous said...

a

Anonymous said...

judgement aaya hua 15 din ho gaya lekin aage ki kaarwayee ke naam jara bhi development nahi ho raha hai. Ab aur kitna wait karane ka iraada hai bssc ks

Anonymous said...

Iss judge ke karnaame ne saare system ko sharmasar kar diya. Inke judgement ka koi importance hi nahi mil raha hai , samajh kya rakha hai saare maamale ko.

Anonymous said...

pahle toh Mihir Jha ne rule ko break kar commission ke sahi answers ko chhed chhad kiya, aur iss baar yeh double bench ne pata nahi kin logon se le dekar aisa behuda harkat par utar gaya . Iss scam ke jaanch ka ab prashna uthega.

Unknown said...

Ek mahine bitne ke bad bhi revised merit list publish nahi hua. kab tak aane ki possibility hain.

Anonymous said...

bhukha,nanga corrupt practice mein range haath pakdayega,aakhir maths ke question par dimag laga raha hai,pichuwade ka chamdi VYAPAM SCAM ki tarah nikal dega saale churkut ka.

Anonymous said...

jo log system ko majak samajh kar recruitment process ko corrupt kar raha hai uski pehchan kar aisi kadi kaarwaayi ki jarurat hai ki unke aage ke das generation aage corruption ki kalpana karke kaanp uthe. saalon ki himmat toh dekho khule aam bina kis dar ke kuchh bhi karwaana chaahta hai.

Unknown said...

revised merit list nikalne ki koi jaankari kisi ke pas ho to jarur share karen.

Anonymous said...

Division bench ka judgement advocates ke bahkave mein taiyaar kiya judgement hai. Answers of all the four questions have been wrongly concluded. Commission ko iss par work karna wastage of resources lag raha hoga. Certainly commission ke members ise study kar alternative solution soch raha hoga.That could be reason behind the all happenings.

Anonymous said...

DB judgement kuda mein fekne ke laayak kagaj ke alaawa aur kuchh bhi nahi hai. Jara imagine karke toh dekhiye ki koi BC category ka candidate yadi 413 marks se maxm 13 marks loose 1900 rank se lagbhag 3800 rank par aakar selection list mein bana rahega.Aur udhar bahut sara candidates jinka rank 1800 aur 2000 rank ke baawjud usko selection list mein jagah nahi milega.2500/2800/3000 rank waale BC candidates ki baat toh chhdiye.Dar asal single bench ke judgement mein khas khamiyan rahi aur db koi yeh jyada old maamla laga jiske bahane kuchh bar bartuhari ka kharcha barcha kam pad raha hoga.Sab satyanash karne mein laga hai .Ab baat ghum fir kar commission ke sar par aayi hai.
Sahi maayne mein dispute kam karne ka ek maatra way tha ki question no.82,148,149 ko wapas correction mein laata jisase baahar hue candidates mein lagbhag 200 candidates waapas selection list mein aa jaate aur yeh candidates truely selection deserve bhi karte hain.Lekin bhukh aur pyaas ki duniya mein pyaar ke siwa kur aur bhi gam hai.

Anonymous said...

Besharmon ko sharam kab hoga,kya 50 saal lega kuchh development dikhane mein.

Anonymous said...

VYAPAM ka baap nikla bssc.
Jam kar tempering karaya bssc staffs ne.
2355 ka 22nd July court details check kariye.
JE aur Auditor exam ke sample OMR sheet ke report ko dekhiye.SA ke OMR ko test le liye FSL kyon nahi bheja. BSSC ke saare exam ke sample OMR sheet bhejna chahiye thaa.

Unknown said...

Arujay ji & Pradeep jee koi information hai ki bssc revised merit list par kaam kar raha hai ki nahi ya fir agla scam ki taiyari kar raha hai?

Anonymous said...

Pichhale Dino Rajdhani me bhole bhale ladkon ko thhuggi ka shikaar banaya hai kachahari ke churkuton ne. Afshosh...
VYAPAM dastak de Diya hai yahan bhi.....
Jaldi jaldi recovery kar lo doston.....

Anonymous said...

Jo judges maths me zero hain,woh maths ke questions ka galat answers kar dusare logon ka career satyanash kyon karna chahta hai?

Anonymous said...

TOMAR UNIVERSITY se pass hue bakchonhar ne apne kartut se samuche system ko niskriy kar Diya hai.

Unknown said...

sunte hai ki bssc supreme court ja raha hai?

Anonymous said...

Bssc sc kaise jayegi...usi ki kartut ke chalte 269 deserving condt bahar hue hi...Ab uske liye bssc sc me kya jawab degi...

arunjay kumar said...
This comment has been removed by the author.
arunjay kumar said...

aha tak meri jankari hain, bssc supreme court nahi ja rahi hain.bssc revised result dega kab dega iski koi jankari mujhe abhi tak prapt nahi hui hain.

arunjay kumar said...

Manoj ji and pradip ji kuch bate abhi tak clear nahi hui hain jaise -
1- bssc kitne students ko laiga,Kya 3285 post main se vacent post ke anusar lega aur agar aisa keraga to vacent post kitna hain.
2- cut off ka adhar kya hoga,

arunjay kumar said...

Maine lagbhag abhi tak 75-80 students ka omr sheet chek kiya hain. shirf 25% students benefit main hain aur ye benifit maximum 05 no. ka hain, aap logo ka revised merit list main marks kitna tha aur db decision ke bad kitna hain, please share karain.

Unknown said...

Arunjay ji judgement me koi dateline nahi diya hai lekin iska matlab 3 month ke andar implement karna hai jab tak sc ka koi stay order na aa jaye.
Pichhale vacancy ki 776 seats bachi hai.
Maine bhi last line par selected candidates ki omr check ki hai, usme 40% ne adhik 50% ne zero aur 10% ne less mark paya hai.
Revised list me 5 marks ki kami aane ki sambhavana hai.

Unknown said...

Thanks Manoj Jee for valubale information.

Unknown said...
This comment has been removed by the author.
Unknown said...
This comment has been removed by the author.
arunjay kumar said...

Meri jankari ke anusar petitioners ka ek group supreme court ja raha hain, Is month ke last tak case file ho jayga, Koi South indian pleader something Reddy se baat ki ja rahi hain.

Unknown said...

Saare doston ko "Independence day ki haardik subhkaamnaayein"

Unknown said...
This comment has been removed by the author.
Unknown said...

Thank u arunjay ji for giving d important informations.

Unknown said...

Ab bssc bina supreme court ke order ke hilne wala bhi nahi h.

Unknown said...

Ab bssc bina supreme court ke order ke hilne wala bhi nahi h.

Unknown said...

Bssc abhi kya soch raha hai ? Jab kuchh logon ko joining ka recommendation kar diya hai toh baanki bache vacancy par panel mein serial se candidates ko joining mein bheje. DB judgement ka vivad sc mein sulajhta rahega. Yaa toh bssc ko kisi ko joining na dekar saare vivaad ko khatam hone tak intejaar karna tha. Panel ke candidates ko kya 10 saal ka intejaar karana hai?

Unknown said...
This comment has been removed by the author.
arunjay kumar said...
This comment has been removed by the author.
Anonymous said...

question no. 82 par db ka judgement dekhe " The question really meant ‗longest‘ and not ‗largest‘. It is not in dispute that the longest beach in India is Marina beach of Madras (Chennai) in the State of Tamil Nadu. The Commission originally had selected option (C) Tamil Nadu. The correct answer upon expert advice is that it could be understood as both i.e. (B) Goa and (C) Tamil Nadu and it treated both as correct answers. Even on this score as held by the Apex Court in the case of Kanpur University (Supra) AIR 1983 SC 1230 there cannot be a question with two correct answers. If that be so, this question was to be deleted and rightly so ordered by the learned Single Judge. We hold accordingly.
Ab pahli bat agar largest beach ki hi baat ki jaye to aisa nahi ho sakta ki goa aur tamilnadu ka ed hi jaisa beach ho. meters main bhi anter jaroor ayaga. chahe wo goa hi kyoun na ho.
Dusri baat DB ne kaha Do ans. nahi ho sakta to Question no. 119 ko kyou nahi delete kiya gaya jiska ans. A and D dono hain, aisa clerical mistake se ho jaye ya kisi aur karan se ye to samjhane wali baat hain.

Anonymous said...

question no. 148 aur 149 par db ka judgement dekhe "if an examinee reads the English version and the Hindi version and finds variance, he would be confused not because of lack of his knowledge but because of mistake in the question, such a question cannot form part of fair procedure for selection. It is not expected of an examinee to take risk in such situation especially when there is negative marking.
yeh baat 148 no. par sahi hain kyoki 148 ka hindi ke anusar ans aa raha tha isliye english version ko nahi dekha ya dekha to student confuse kiya parntoo question no. 149 ke hindi ke anusar to prashna hal ni nahi ho rahat tha to english verstion dekhna awashak tha hindi version dekhne par saph saph print mistake nazar aa raha tha isliye confusion ki to baat hi nahi thi. phir bhi 149 ka deletion barkarar rakha gaya kyoun ?

Anonymous said...

@pradip jee 16 august15,
Jaha tak main samjhata houn, BSSC New list nikalagi kyoki purb main bhi BSSC dwara waiting list se result dene ki baat thi. BSSC ne isi ke anusar apne patrak 2667 dated 09-10-2013 ke dwara sambandhi bibhag se rikt pado ki suchi ki mang ki thi lekin faisla double bench main jane ke karan merit list hi nishane par aa gaya aur waiting list nahi aa saka

Unknown said...

82,148 ,149 ke sath 107 bhi shahid ho gaya. Ab mai bhi shahid ho jaunga.

Anonymous said...

Aashish jee, koi aisi waisi baat nahi hona hai. Bas samajh lijiye ki Patna hc se chhutkara pane tak ka jarurat hai. Chori chapati ka dhandha aage nahi hona hai.HC ke churkuton ke karan hi logon ko itni pareshani jhelni pad rahi hai.

Anonymous said...

log kitne pareshani ko jhel raha hai aur saalon ne saalon delay karne ka dhang apnaya hua hai.

Anonymous said...

Yeh baat puri tarah se asthapit hain ki jis tarah mihir jha ka judgement pre calcultated tha usi tarah DB ka faisla bhi pre calculated hain yeh baat question no. 82 aur 149 par judgement ko dekhne se ashpat hota hain.

Anonymous said...

yeh dono judgements iss exam ko VYAPAM bana raha hai.
Aage political issue banane bhar ki deri hai. question no.82,148,149,98,107,111 yeh sara kuchh judgement ki established documents public mein hai ki inn questions ko kaise manipulate karke answers ko wrongly conclude kiya.

Anonymous said...

Ab Isse investigation mein jaane ki jarurat hai,kyon itne answers ko change kar result ko badala gaya aur aage badalane ki koshish ho rahi hai.
This is certainly the subject of high level enquiry,because matter is related to recruitment of unemployed youth after a very long time.

Anonymous said...

Recruitment mein scam ko bardaasht kabhi nahi kiya jaa sakta hai. Sriman Choutala ji aur senior IAS secretary Tihar ke andar chakki piss rahe hain. Recruitment mein scam ke hi doshi hain.

Anonymous said...

Q.no.148 & 149 ke liye jo bhi samasya banti hai toh uske liye instructions ka point no.6 toh hai hi,aur isi ke according commission ne iska answer diya. Point no.
6 ko ignore karna rule ko todne ke barabar hai. Aur rule ko todna kaise sahi ho sakta hai.
DB ko yahi correct karne ki jimmedari thi. Lekin isne bhi andher nagari samajh rakha hai apne hisab ke answers pakar patak diya hai. Ab upar niche sabki phati padi hai. Main toh chahta huu ki lski enquiry ho aur scam karne wale ki pehchaan kar trial ho.

Anonymous said...

Question paper ke instructions isliye hote hain ki yeh inn par strictly laagoo(implement) hote hain. Yeh instructions isliye nahi hote hain ki jisko jaisa lage apni apni suvidha ke anusar istemal kar apna fayda bana le. Yahan par ise koi mahatva nahi dekar apne apne fayde ke anusar isse istemal kaiya hai. Itni chhoti baat jiska itna bada value hai ko misuse karne wala jo bhi usse scammer mana jaaye.

Anonymous said...

Agar sare ghatnakram par minutely vichar kiya jaye 27 january 2013 se abtak to shuru sai hi puri parkria me gadbadi najar aa rahi hain.
1- Exam 27 january 2013 ko hua, 28 january ko model ans. aya aapti shayad 02 fabuary tak mangi gayi, 04 tarikh ko expert committe bani aur 06 ko result aa gaya. Itni tezi kyoun ? Kya pakistan ya china BSSC par atom bomb girane wala tha kya ?
2- 01 saal ke bad mihir jha ka judgement aata hain, aur iske liye mihir jha R.S.Agrawal ka book ghar le jate hain aur wo law expert ki jagah resoning expert ban jate hain, aur judgement 05 mahine reserve rakhne ke bad judgement detain hain, wo bhi kisi kisi question ka 02 ans ke sath jabki High court ka hi decision hain ki kisi quesion ka do ans. nahi ho sakta hain aisa isliye kiya gaya kyoki BSSC ka student merit list se bahar ja raha tha. ye sab court ke bahar settlement ke karan hua.
3- DB mein case september 2014 main hi dala gaya parntoo DB dwara bahali parkria par stay nahi lagaya gaya kyoun ? Kya ye milibhagat ko ujagar nahi karta ki Hamam me sabhi nange hain. Jabki june mahine me DB ne Yeh decision diya ki merit list change ho sakta hain aur iski jankari hindustan me chhapwane ki baat kahi, jab honrable judges ne yeh mahsoos kiya ki merit list change ho sakta hain to Stay kyoun nahi lagaya.
4- DB ne jab judgement diya to 119 no. ke question ka do ans barkarar kyoun rakha?

Anonymous said...

5- DB ne apne judgement main kaha hain
"By change of answers of these four questions, as noted above, there may be some persons, who are now found to have made to the final merit list but, were not selected earlier leaving them out would be injustice. There would not be many such persons"
Ab one million ka question hain ki DB ko pahle se kaise pata chala ki aise students ki sankya kam hain. Jo bat bad me humlogo ne apne reserch se jani jaisa ki manoj je ka upar ka statement dekhe jaha 50% ka marks constant raha 40% ka badha sirf 10% ghata, Jabki mihir jha ka judgement DB ke samne tha jaha 04 question change karne par 269 ladke bahar chale gaye. Kya yeh bat DB ke judgement ko sandaih me nahi dalta aaplog khud soche?
6- Jaisa ki maine upar bhi likha tha ki BSSC waiting list wale ko lene ke liye apane patrak 2667 dated 09-10-2013 dwara sabhi bibhago se rikt pado ki wiwrani mangi thi.
Ab DB ka judgement dekhin
"Having considered the matter, we would accordingly order that such persons who now come into the merit list would have to be adjusted, if vacancies were there were or there are vacancies available in cadre, for which examination were held".
Ab aap hi log batayin ki 02 saal tak mehnat ka kya natiza nikla jab rikt pad ke barabar hi vacency leni thi to itne sal case ladne ka kya phayada hua. aap log khud ispar soche ? aur dekhe ki nyaypalika ki kya isthiti hain?

Anonymous said...

Mihir Jha ne pahle inn instructions issi tarah istemal karaya.Aur ab db bhi isse ek soche samajhe tarike se ek baat fir isse wrongly interpret kiya.
Mihir Jha se 2355 mein SA exam ke OMR sheets ko FSL bhejne ka anurodh karna chahiye saath hi vikash ke omr ka fsl se test karakar report public kare.

Anonymous said...

Ab in sabhi bindu par aap log soche to aapko aspast lagega ki agar puri janch ho to BSSC VYAPAM se bhi bada Gotala niklaiga. Aap BSSC ke sabhi exam dekhe Daroga se Amil bahali tak shirf Exice sub inspeter vivad main nahi pada baki sabhi exam iske vivadit rahe hain chahe woh amil bahali ho, sa bahali ho, je bahali ho ya auditor bahali ho.Aag na kal iska bhanda phutega aur JPSC se bhi kharab isthiti BSSC ki hogi.

Anonymous said...

Sabse pahle DB judgement ko challenge karne ki disha mein kadam uthaya jaaye aur apne baat ko effectively rakha jaaye.DB ke all four answers,Mihir Jha ka tino questions ke answers poore judgements(single bench/DB) ko bade sandeh ke ghere mein lata hai. Yadi apni baaton ko effectively rakh paate hain toh surely yeh experts dwara naye sire se examine karwane ka order aa sakta hai. Dono hi judgement mein badi irregularities dikhti hai.

Anonymous said...

Waise toh Excise sub inspector exam par high court mein case dala hua hai Prabhat Ranjan ke dwara. Mihir Jha sunwaai kar raha tha.

Anonymous said...

Thanks for this information. Mujhe is baat ki jankari nahi thi. Tab to iske sare exam hi sandaih ke ghare main hai.

Anonymous said...

@ Anonymous 3:34 pm
Main aapki baat se puri tarah sahmat houn.

Anonymous said...

CWJC-2355,4081/2013 ke 22nd July ka web copy details ko check kariye, dekh kar hosh udd jayega. Irregularities kise kahte hain aur aage Mihir Jha ko kis sur chij ka intezaar hain confirm hone ka wohi jaane. Kisi tarah election tak khichne ka bahana dhoond raha hai.

Anonymous said...

CWJC-3640/2013 ke judgement mein q.no.149 ko delete kiya gaya Mihir Jha ke dwara.
EXPLANATION FOR DELETE OF QUESTION NO.149 BY MIHIR JHA:
Recruitment process mein aur jyada delay nahi ho aur aage other disputed questions par discuss nahi ho isliye q.no.148 ke saath question no.149 ko bhi delete kiya jaaye.
Aaplog khud judgement se match kara lein.

Anonymous said...

Question no.149 ko delete karne mein concerned logon ki bhumika sandeh ke ghere mein aati hai, mukhyatah Mihir Jha aur bssc counsel Jitendra singh ki bhumika important hai.

Anonymous said...

Question paper ke Instruction no.6 ko na maante hue Commission ke answer ko badalne ka kaam kiya gaya.

Anonymous said...

Yah kah sakte hain ki pahle Mihir Jha ne apne judgement se question ke answers ke saath chhed chhad kiya aur baad mein DB ne bhi same line ko follow kar another set of questions ke answers ko badalne ka prayas kiya jaa raha hai.Aise malpractices ko jaldi check kar iss exam ke sanctity ko bachane ka prayas commission ko karna chahiye.Iss exam ko bilkul corrupt hone se bachaya jaaye.

Anonymous said...

Manoj ji, Arunjay ji......
aage ke development ki koi jaankari ho toh plz share karein.
Koi jaankari nahi mil paa rahi hai.

Anonymous said...

Jaha tak meri jankari hain BSSC Revised merit list taiyar kar raha hain. Source - BSSC D.E.O, Kab publish karega chuki yeh decision ka matter hain, isi karan se jankari prapt nahi ho rahi hain.C.K. Anil (I.A.S) Jo ki abhi examination controller cum O.S.D bana hua hain apna dimag laga raha hain, Is karan se gopniy jankari prapt nahi ho rahi hain.

Anonymous said...

C.K.Anil ne is se pahle auditor cxam main bhi apnal dimag laga diya jiske karan decison ho jane ke 8 mahine bad bhi abhi tak joining nahi ho pa rahin hain aur success students dwara High court main M.J.C dayar kiya gaya hain.

Anonymous said...

@Anonymous 23 august 3:01 P.M
Mihir Jha ka 149 no. ko delete karne ka karan khud hi unki pol khol raha hain, ki woh high court ke judge hain ki chaupal ke panch.waise hi nahi unki table par kisi bhi mausam main har kism ka fruit rahta hain.

Anonymous said...

Mihir jha ke bare me to yeh baat sarvvidit hain ki retirement ke karar par hain aur wo bhrast hain, retire hone se pahle chahta hain jitna mile kama le, par navniti prasad singh to hones judge mana jata hain wo kyo bhrast ho gaya.iske to supreme court main judge banane ki bhi charcha hain. Aise main to bihar ka hi satyanash kiya desh ka bhi karega.

Anonymous said...

Auditor exam ek stage tak resolve kiya gaya lekin aage fir Mihir khada mil gaya hai.
CWJC-2355/2013 ka 22ndJuly15 ka details check kariye, FSL ke report mein Auditor aur JE exam ke sample OMR sheets mein badi sankhya mein tempering ka report aaya hai
Mihir kar kya raha hai,judgement kyon deta,keval time khrarab kara raha hai.Kuchh lag raha hai ki kitne saal se yeh exam dispute mein hai.

Anonymous said...

Correction in my above post: Read as"judgement kyon nahi deta"keval time kharab kara raha hai.

Anonymous said...

Budhape mein alag alag kismon ke phalon ka sevan karna health ke liye good nahi hata . "Lekin budhba beiman maange karela ke dhokha."

Anonymous said...

Read CHOKHA for dhokha.

Anonymous said...

Ye Merritt kab revise karega Bhai log...anybody know please share it....

Anonymous said...

SC se case clear ho jaane ke baad.......
Till then wait for another couple of years......
Wait ...wait....waiting..... is the reality of bssc test.

Anonymous said...

C K Anil ko isme dimag lagane ke liye kya chhora hai
Kuchh karne ka subject yadi ismen hai toh DB judgement ke against SC mein challenge saale. Ek se badhkar ek namune ne yahan gandh machaa diya aur ab saara challenging task iske aage patak diya. Ya fir DB judgement ke according result revise dene se pahle high level enquiry karale. Anil apna dost jaisa hi hai. Agar kah diya toh sochega jarur.

Anonymous said...

Ye bssc ko ho kya gaya hi...na to first grd Lev ka Merritt revise kar raha ...na hi second grd Lev ka result de rahi hi...under chal kya raha hi Bhai...

Anonymous said...

Mihir jha ne bhrast insaan wala kaam kiya aur Navaniti prsad ne bhrastatam Ki tarah.
Isko judge batane me hamein hesitation hota hai.Is position ko aise hi ghatiya logon ne badnaam kiya hai.

Anonymous said...

Kitna ghatiya kaam kiya Jo Ki system ko tthapp karke rakha hai.

Anonymous said...

Anil ji bahut bade bade challenges face kiya hai aur judiciary ko bhi samajhte hain.Aisa hi bold steps le Ki corrupt karne waale Ki phat jaye. He is a good guy.

Anonymous said...

BSSC,DEO:
you mean "data entry operator" ???

Anonymous said...

2355/Mihir kya hoga hai aaj,shaam tak dekhiye.

Anonymous said...

2355/Mihir: 12 Aug ko bhi kuchh nahi,shayad 26 Aug bhi waisa hi. Dekhiye Mihir jha kitna aage khench sakta hai. Mihir jha hai bhaiyon......
SA ka sample IMR sheets bhi FSL test me kyon bhi bhej raha....

Anonymous said...

IMR Ki jagah OMR padhiye.

Anonymous said...

"bhi" Ki jagah "nahi" padhiye.

Anonymous said...

Patna high court ke last ke saare activities se logon ko absolutely samajh me aa gaya Ki yeh court koi kaam ko sahi karne ke objective ko pura nahi Karta hai balki galat aur time kharab Karta hai. Mihir ek namuna Diya,Aur fir Navaniti to bhonpu Ki tarah bandalbaaj nikala.Aisa bhi kahin judgement dekhe hain. Jod ghatav nahi aataa hai aur mathematics ke questions ka judgement dene chala hai.School ka bachcha sab hansega aur majak banayega pagalba ka.

Anonymous said...

Recruitment Ki baat seriousness ke saath karne ki hoti hai. Idhar idhar ulatfer kiya toh Sanjiv Kumar (IAS,Secretary,Haryana) Choutala ke saath jail me 10yr sentence ko pass kar raha hai. Yahan Mihir aur Navaniti Prasad ko mathematics apne karne aawe ya nahi ulatfer ka dimag lagane jarur aa raha hai.

Anonymous said...

Doston,aaplogon ko aage hone waale development ki koi jaankari mili ho toh plz share karein.
Commission ya ladke SC approach kar rahe hain ya nahi ??
Kuchh dino pahe yahin khabar mili thi ki shaayad ladkon ka ek group dwara SC isi week case ke file jo jaane ka. Ab nayi khabar kya hai? Manoj ji,Arunjay ji... kuchh spl hai toh plz batayein.

Unknown said...

@anonymous 24 aug 3:21pm
kya apki jankari sahi hai ki bssc revised merit list bana raha hai
Mujhe aisi jankari mili hai ki bssc ne sc me appeal kar diya hai.
Sir plz sahi mamla kya hai jarur share kare.

Anonymous said...

Manoj ji,aapki hi jaankari sahi aur logical lagti hai,nahi toh do mahine se jyada samay scorecard revise ke naam par lene ka reason nahi banta hai. Saath hi navaniti prasad ke judgement mein koi merrit hi nahi hai isliye isko koi importance Exam controller ke najar mein. hai.
Manoj ji,jo bhi jaankari aap juda paaye ,thanx.Arunjay ji aap bhi sahyog karte rahen.

Anonymous said...

I mean - exam cotroller ke najar mein koi importance nahi hai.

Anonymous said...

Apka anuman satya hain BSSC D.E.O Means - Data entry operator,
Manoj Jee jaha tak meri jankari hain BSSC merit list bana raha hain, de kyo nahi raha hani, ya kab dega iski mujhe jankari nahi hain.
BSSC SC nahi gaya hain balki petitioners ka ek group SC gaya hain, Case no. mujhe abhi tak prapt nahi hua hain, Hearing ki date abhi tak fix nahi hua hain.
Ek baat aur agar aap DB ke judgement ko dekhe to yeh aspast hota hain ki judgement fair nahi hain, to ise unfair kisne banaya,
Nisandeh yeh judgement pre- calculated hain aur ise bssc dwara kaya gaya hain, ab agar yeh judgement BSSC dwra karya gaya hain to BSSC kyo SC jayagi,
Aap log khud DB ke judgement ko dekhe to yey aspast ho jayeg ki yeh judgement BSSC dwara karaya gaya hain.

Anonymous said...

@anonymous 29Aug 12:19 p.m.
DB judgement se yeh anuman karna ki bssc dwara aisa waisa kiya gaya hai,hamko aisa nahi lagta hai. Lekin main yeh kahunga ki petitioners ke advocate ka judge se contact hua karta hai aur paise khila kar apne favourable judgement le leta hai. Jaise yahaan par apne hisab ke according 4 questions ke waise answers judgement mein likhwaya jisase sadharan anuman se merit mein place mil jayega. Aap dekhiye maith ka question no.98,reasoning ka q.n.111 aur 107 ka waisa answers liya jisase ki un petitioners ko sure fayda ho raha hai aur pass hone ki sambhavna hoti hai. bssc ka pahle se involvement justify pahle najar mein nahi lagta hai.
Aur dusri baat yadi sabkuch aapka sahi maan bhi liya jaye toh result revise karne men itni jyada deri karna ise aur contrast paida karta hai.

Anonymous said...

@anonymous 29 Aug 12:19PM
BSSC ka two stands nahi ho sakta two separate levels par same question ke alag answers hone ke liye. Mera matlab yah ki single bench judgement mein ek answer sets ke agree hua fir DB judgement mein alag set of answers se merit taiyaar karayega,yah itself contrast ho jayega.
Certainly BSSC jaa sakti SC.
Tisri baat, DEO ke hawaale ki reliebility bade aster par nahi kiya ja sakta hai. Waise aap ek baar fir se prayas karein.

Anonymous said...

Scorecard revise kam se kam jarur kar dena tha yadi revise merit hi taiyaar karna tha.Aur aisa karna behad pareshani ka kaam na kar saamne khud bssc ke liye aur govt ke liye hoga kyonki bahut saare candidates different categories mein honge jinke marks selected candidates ke comparison mein jyada hokar bhi selection list mein jagah nahi milega aur AUR BHI BADA CONFLICT khada karega.Aap ise gambhirta se sochiye khaas kar SC , ST BC woman categories mein.

Anonymous said...

So called revised merit list taiyaar karne se pahle scorecard revise hona tha. Toh revise merit list taiyaar karne ka kaam chal raha hai,yeh baat galat saabit ho jaati hai.Aisa kaise sambhav hai,samjhane ka koshish kariye. Jabki iske contrast mein saari baatein sahi saabit ho rahi hai.

Anonymous said...

CWJC 2355/2013,CWJC 4081/2013 Mihir Jha, orders ke datewlse saare details website se hata diya hai.In details mein FSL ka Auditor exam aur JE exam ke sample OMR sheets mein temperimg hone bade pemane mein reports details tha. Kai se in details ko hata diya gaya hai.Main aaplogon ko 22ndjuly ke repot ko check karne kaha tha. Kis wajah se yeh sab kiya jaa raha hai. kya Mihir ke isaare par aisa kiya jaa raha hai.

Anonymous said...

If bssc goes sc...to vi use 3 month ke under revise merit dena hoga jab tak uspe sc se stay nahi lag jata
...aur petitioner ke Jane par v wahi baat hi...yani stay lagna jaroori hi...aur avi sc ki stithi aisi hi ki ..bina 3month ke pahle date Milne se rahi...now what will b...next

Anonymous said...

Bhai sahab,kya time pass wala dialogue chhap diya aap ne. Bssc yadi SC jaati hai tai koi formality pura karne ke liye nahi iska koi issue hoga.Aur aapke kahe anusar yeh revise result bhi dega dusra taraf isi kaam ke against appeal bhi karega toh naye judgement ki jarurat hi kyon hogi.I think u understand it better.
2355/Mihir, court orders ke details wapas website par daala. kyon karta hai yeh sab.

Anonymous said...

2355/Mihir, kal(2nd Sept) hearing hai,listed at no.5.Isase pahle 12Aug & 26 August ko bhi hearing date mila tha. Kal sambhav hai ki kuchh important development ho.

Unknown said...

@Anonymous sep. 1 11:37 am
Kya apne kisi legal person se salah li hai? Kyonki apki bat logical aur legal rup se sahi lagti hai. Dusre appeal mamlo me maine aisa dekha hai ki jab tak upper court ka stay nahi lagta hai tab tak lower court ke judgement ko hi implement karna hota hai.
Yah bhi pata kar bataye ki judgement implement ka time nahi diye rahne par use kab tak lagu kiya ja sakta hai

Anonymous said...

yeh baat purnatah galat(absolutely incorrect/wrong) hai ki supreme court mein abhi ki sthiti aisi hai ki 3 mahine se pahle date nahi mil sakta hai.
Commission ko result revise karne mein resources exploit karne hote hain. Jab yeh iske judgement ke against hai aur higher court mein khud appeal kar raha ho toh iska matlab yeh hai isase yeh disagree ho raha hai aur iss direction mein kaam kyon karega jabtak ki fresh judgement nahi aa jaaye.

Anonymous said...

Manoj ji.... Arunjay ji.....
kuchh jaankari pakka rup haasil kar paaye kya ???
SC mein case file hone sambandhit koi jaankari hai toh plz share karein.

Anonymous said...

Ab lagbhag clear hi lag raha ki bssc DB judgement se ittefaq nahi rakhta hai aur isiliye result revise karne mein koi dilchaspi nahi dikha raha. Ab shaayad Kisi bade nirnay ke baad hi kuchh gud need mil paaye.

Anonymous said...

correction:
'need' ki jagah "news'.

Anonymous said...

Ratish ji, aap apne sources se DB judgement ke baad ho rahe development ka updates dein. Kuchh pata nahi chal raha hai ki mamala kahaan fasa hua hai.

Anonymous said...

Jaha tak meri jankari hain BSSC Supreme court nahi gayi hain, Patitione ka ek group SC gaya hain. Aap log kya yeh batane ka kasht karenge ki apke information ka source kya hain.
Ha, Yeh baat sahi hain ki BSSC abhi na to First graduate level ke bare mein soch rahi hain aur na hi Second graduate level ke bare main, Abhi BSSC health Department ki bahali me lagi hain.

Anonymous said...

Ab aaplogon ko samajh mein aa gaya hoga ki highcourt judges ne iss bahali mein corruption kaise kiya.Pahle Mihir Jha ka kartut dekha ki ulte sidhe jaise taise questions ke saath kiya , baad mein division bench judges navaniti prasad aur dusra judge ek jaisa judgement banakar rakha,yeh sabko lag raha tha ki logon ko samajh hi nahi aa raha hai. Inn saalon ko barkhast karna jaruri hai.
Aaplog khud hi dekh rahe hain ki kitna kharab haalat paida kar rakha hai.

Anonymous said...

Saare doston ko Janmashtami ki shubhkamnayen.
Let all modern kanshas(devils/shaitans) be destroyed by powers of Lord Krishna.

Anonymous said...

Devils aur shaitan se mera saaf matlab hai ki jo iss bahali mein corruption karne ka aachran dikhaya aur aage koshish kar raha hai. Ham waise logon ka naam lena nahi chaahenge.

Anonymous said...

Friends,kya details mile hain aaplogon ko, revise result aane ki kab tak sambhavna hai......

Anonymous said...

Koi party supreme court approach kiya hai ya nahi?
DB judgement aaya lekin result ko revise kyon nahi kar raha hai.

deepak bhattacharya said...

p

deepak bhattacharya said...

slp[civil] case num 23202/23204/2015 bssc ne supreme court mai appeal kya hai

Unknown said...

SLP likely to be listed on 28/09/2015

pradeep kumar said...

a

pradeep kumar said...

Warm welcome to Deepak ji on this blog.
Thank you very much for providing the concerned case no.
Also thank you very much Manoj ji for your great support.

Anonymous said...

Dinu ke thru maal kitna pahunchaya tha,jakar waapas karwane ke liye maatha patak.Kuchh bhi waapas kara lo. Sudhar jao ganwaar lalluon.

Anonymous said...

Galat mein believe karne wale ko isi taraf thage toh sahi rahega. Sharam se kisi ko bol bata bhi nahi paayega. Judge ka favour chahiye tha.

Anonymous said...

Samajh mein aa raha hoga ki judge aur wakil kisko kahte hain. Commission ka bhi ab rukh sahi hai. Laga jahaan tahaan dimag ulte sidhe. Jald hi line par aa jaayega.

Anonymous said...

Ab bhi sudhar jao lalluon, yeh Patna high court samajhne ka bhul mat karna nahi toh pahne hue kapade bhi sharir se utar jaayega. Jaakar thanda ho lo.

Anonymous said...

Patna high court ke judges Mihir Jha aur Navaniti prasad jaise logon ne nyay ka aster bahut niche gira diya hai.Yeh bahut sharmanak baat hui hai Bihar ke naam par. Jarur hi galat sandesh jaata hai Bihar ke kaaryakalapon ka khaas kar nyayik gatividhiyon ka.
Khair Supreme Court bahut achche judgement ki ummid hogi kanse kam Navaniti prasad ke bakwaas ki tarah ki nahi

Anonymous said...

Navaniti Parshad ka judgement padh kar bahut hansi aaya tha. Aisa lag raha tha maano Bihar mein nyay ke naam par majaak kiya karta hai.Iss judgement mein koi seriousness tha hi nahi. Commission ki bhi credibility khatam ho rahi thi aur govt bhi badnaam hota tha. Single bench judgement bhi sirf ek question (147) ko sahi maayne mein correct kiya tha aur rest three questions ko jaise taise ulatfer kiya tha.

Anonymous said...

Kya petitioner ka koi grp v sc jaa raha hi kya...aur ek baat ki sc kis matter pe sc gayi hi...jab ki mihir Jha judgement me usne khud ques 148 &149 ko bahar kar diya tha jab ki expert ne use bahar nahi Karen ki recommend kiya tha.aisa db judgement me likha hi. To Ab kya sambhawna hi aage..merit phir revise hoga ki .....matter close

Anonymous said...

Sorry pahle sc ki jagah bssc padhe

Anonymous said...

Kya supreme court me ek baar fir se savi ques ki jaanch hogi..ya phir sirf db judmnt ke 4ques pe bahas hogi.Aur is baat ki v possibility hi kya ki mihir Jha se outed 269 condts related matter uthega.

Anonymous said...

Mihir Jha aur Navaniti persad ne jis tarah se apne apne candidates ko selection dilane ke hisab se apna apna answers lekar aaya, supreme court ke judgement aisa bilkul nahin hua karta hai. Objective type test ke disputed questions ke answers ke liye expert committee ko bhejta hai aur unke answers ko rely karta. Past ke aise kai mamlon mein SC ka aisa hi judgement raha hai.

Anonymous said...

kaisa thaga ??

Anonymous said...

bhole bhale ladkon ko court ke gurge berahmi se thaga.

Anonymous said...

yeh ladke supreme court ke naam se hi dar ke maare saham jayega.
koshish karke log baag iska paisba loutba dijiye.Aage aisa galati bilkul hi nahi karega.

Anonymous said...

2355 ka kya khel kar raha. Mihir Jha ne abhi tak 27 hearing kar chuka aur 2 saal se jyada samay khaya. Aage judgement ke naam par bol dega ki baat bahut purani ho gayi isliye kisi nirdosh ko nuksaan karna sahi nahi hoga.

Anonymous said...

SC ke case ke details mein do dates jab order paas hue hai.
25th August 2015
& 31st August 2015.
Kewal order dates show kar raha hai,details nahi aa pa raha hai.

Anonymous said...

Chooki is baar bssc sc gayi hi to jahir hi ki wo db dcsn to stay ke liye hi . .WO to chahegi hi sc ispe stay laga de phir matter close.kyoki ab WO merit revise karna hi nahi chahti..ques related matter ke liye to koi petitioner grp ko hi aage aaker SLP karna hoga tabhi phir disputed ques matter clear hoga aur merit revise hogi..

Anonymous said...

Sab se pahle dekhiye ki commission kis chij ke liye appeal kar rakha hai. Waise behuda kism ke judgement aane par iske paas bhi koi option bach nahi raha tha. Ekdam ghatiya se ghatiya kism ke insaan wala kaam kiya tha. Hard working aur struggling unemployed youth ke saath aisa majak karna iss duniya ka sabse bada paap karne wala paapi hi ho sakta hai. Yeh hate karne laayak hi hai.

Anonymous said...

We can hope end of the entire issue in 3-4 months.
Most probably expert committee ko answers ke liye bheja jaayega aur wahi answers set ke according final merit taiyaar karayega. NET ke paper ke similar dispute mein aisa hi hua tha. JE ke ek aur exam mein bhi aisa hi judgement diya gaya tha. Aisa judgement hi logically correct bhi lagta hai.

Anonymous said...

Lekin ise exam se ek disgrace govt ko hone jaa raha ki mananiya mukhya mantri Nitish kumar ji behad aasani se power se Rafa dafa kar diye jaayenge. Isme bahut kalakari hua toh thoda phal bhi milna hi tha. CM Nitish ji ko 5 saal baad waale election ke liye shubh kaamnayein,iss election mein aajmaane ke tathakathit sishashan babu ke liye kuchh bhi nahi bacha hai. Yeh 5 saal udhar kahi kahi ghumte rahiye aur timepass kariye.

Anonymous said...

A

Anonymous said...

We hope this all matter should b close very soon.bcoz bssc ne sahi ques ko hatakar Jo prob creat kiya tha uska yhi solution tha.Ab most probable expert comite is pure ques ko phir we check karegi to jahir hi ki ques 148 148 111 phir se add honge aur again outed 269 will b selected .tabhi matter close hoga kyoki sc pure matter ko puri tarah se jaanch ke baad hi koi decision deti hi kyoki he knows that is the last hope.so justice will b v.soon.

Anonymous said...

If anybody knows please tell us ...ki bssc ne kis matter ke liye supreme court me appeal kiya hi.

Anonymous said...

Kya baat hi Bhai log kaha chale gaye sab.Maine sc ke order sheet padhi 31/8 ka.Maine pahle v andaz lagaya tha wahi hua...bssc db pe stay lene gayi hi aur ager use stay mila to matter close...kyo usne qs revision ka koi matter nhi uthaya hi..yadi petioner ka GRP nahi sc gaya to matter close...waise sc ne uske petition pe vichar ke liye 4 week ka time liya hi...yani 28 ko clear hoga ki ......writ sage badega ya matter close....aplog v ispe

Anonymous said...

Kya Bhai log sab kahan chale gaye.Blog pe koi update nhi aa raga hi.kal sc me SLP ki hearing thi .kuchh progress ke bare me koi jankari ho to pls share kare....

Anonymous said...

LPA 1200 waale group ki fight khatam ho gayi hai,kyonki iss group ne DB judgement ke against appeal nahi kiya. Aur ab bssc ko LPA 1200 ke liye discuss mein lana koi subject nahi banta hai. SC orders mein LPA 1200 ka koi reference nahi aa raha hai.

Unknown said...

To phir BSSC ke SC jane ka mashad kya hain, Aur kya SC ke judgement se LPA 1200 walo ko koi phark nahi padega.

Unknown said...

Agli hearing 30-10-2015 ko nirdharit hui hain.

Anonymous said...

a

Anonymous said...

Case mein koi rrspodents ke naam dikhaayi nahi de raha hai. Ab sab kuchh SC judges ke Vivek par nirbhar hai. Hope for right judgement.

Anonymous said...

judgement earliest aa jaayega,kyonki koi bhi group BSSC ko fight karne saamne nahi aaya. Dekhiye judges kya karte hain.
Idhar Nitish kumar ka voltage girte jaa raha hai. Bahut sharamnak haar milega saath hi rajnitik bhavishya bhi Di End. Logon ko khaaskar unemployed youths ke saath itnaa bada dhokha , kalpna bhi nahi kiya jaa sakta hai.

Anonymous said...

Govt ne iss exam ko jis tarah se dushit aur manmaani kar youths ke saath dhokha kiya hai , iss vidhan sabha election mein Nitish kumar govt ko sahi sahi sabak sikhaayega.

Anonymous said...

5 saal se jyada samay tak iss exam ko vivaad mein banaye rakhne ke peeche Nitish kumar ka kya maksad raha hoga. Kyon nahi bade adhikariyon par sakhti kar exam ko saaf suthre dhang se conduct karaya. Jawab dein.

Anonymous said...

Bihar ke youths ke sath iss tarah kyon vyavhaar kiya.

Anonymous said...

Sc ne apne order date 29 /9 me likha hi ki bssc hc ke judgement ke hisab se result taiyar kar use dikhawe....aakhir kya karegi sc...aur bssc kis maksad she sc gayi hi pasta nhi

Anonymous said...

Election time aa gaya hai,chaal chalne waale ko sidhe laat markar GET OUT kariye. Bahut sah liya berojgar nav yuvakon ne. Itna jyada ahankar bardaasht nahi kiya jaa sakta hai. 10 saal tak exam ko disputed banakar rakhne ka chaal chalne waale ne bihariyon ko murkh samajh rakha tha.Sidhe Get Out.

Anonymous said...

Bihar ke youths ke jawaani ko barbad kar maja le raha hai.

Anonymous said...

Bahut nirash hua hai youths,khaaskar iss exam se antim aasha bandhi thi haard working youths ko ki aise opportunity ko cash karne ke liye lekin iss govt ne chaal chala aur apne caste ke logon ko laabh dilaane ka chaal chala. Bihar ke logon ne sab samajh chuka hai.

Anonymous said...

Duniya itni tarakki kar gayi aur yeh khichdi se aage badh nahi paaya,kya samajh rakha hai isne Bihar ko.

Anonymous said...

Iss chaalbaj ke paas keval chaal hai,koi vision nahi.Bihari youths ko berojgar banaye rakhne ka policy hai. Chaar saal ka pariksha ek exam mein lekar youths ke opportunity ko khaate chala gaya. BPSC 48-52 exam,53-55,56-59 kya noutanki kar rakha hai.Karna dharna kuchh nahi hai youth ko berojgar karna banaye rakhna matra iski Niti hai. Bahut bardaasht kar liya hai.Aap log against mein vote kariye jaakar.

Anonymous said...

Jab exam ko disputes mein dalna iss govt ka policy raha hai aur SC bhi faisla jab bhi kare lekin isko get out karne ka faisla turat jaakar kar hi dijiye.Aage daant dikhana band kar dega Bihari.

Anonymous said...

jisne aapko thaga hai,usko Get Out karne ke liye vote kariye nahi toh Bihar ka yeh Dushman sar chadh kar bol hi raha hai pata nahi aage aur kya kya karega. Jaat par chalne wala sab kuchh satyanash karke hi dam maarega.

Anonymous said...

Kitna saal lagaya hai exam ke dispute ko carry karne mein, iske saath kya karna chahiye. Get Out.

Anonymous said...

Exam aisa kahin dekha tha aaplogon ne aur yeh sab kiske isaare par hua hai.Kyon saaf suthre dhang se exam nahi karaya, itne unfair exam ko valid karakar shant baitha raha.Naya govt banakar jaanch(enquiry) karane ka prayash karne ke liye vote krna hoga.

Anonymous said...

Bihar ke log kitna pareshani ko jhela,lekin use abhi tak court ke judgement ka intezaar hai dusre taraf galat candidates service kar rahe hain.Yeh Bihar ke log bardaasht nahi kar sakta hai.

Anonymous said...

Friends,kharab lene ka right time fir mila hai,kaan pakad kar khabar lene ka yeh avsar hai. Talwa chata dijiye shaitan ko. Aur yeh talwa bhi chaatega kyonki yeh aisa hi DNA ka hai.

Anonymous said...

correction: read khabar in place of kharab

Anonymous said...

ghatiya aadmi ko power se bahar hona hi chahiye.

Anonymous said...

friends Bihar ke youth ko kitna disatisfations hai present govt ke performance se.Isase nijaat paane ki jarurat hai.

Anonymous said...

khichadi chahiye,
cycle
siksha mitra,
niyojit shikshak,
mahadalit,
atipichhada,

....
.......
.....
.....
.....
karna dharna kuchh nahi
sabko uljhaaye rakhna
raato raat karpoori thakur se bhi jyada popular ho jaane ka ambition paal ke rakhna
honesty-zero
dikhawa duniya bhar ka
ambition unlimited
takkar direct PM ko dene ka.
vision zero
kya kahein aage
for d shake of Bihar people , may god give this man good sense to stop stop stop...
this is not d right place for u.
Friends vote to oust this arrogant man.

Anonymous said...

2355 judgement kyon nahi de raha hai.

Anonymous said...

Dussehra ki subhkamnayein,
abki paapiyon ki haar tay hai,
asatya par satya,
adharma par dharm
ki vijay
ke parva ko khushi aur ullash ke saath manayein aur apne man aur aatma ko pavitra banaye rakhe.

Anonymous said...

Rakshash aur paapiyon ki parajay Dussera ki rounak hoti hai. Abki bhi parampara ke anusar Raavan ki haar par khushi manaya jaayega.Ahankari ke chal charitra se ab Bihar ke logon ko mukti milegi.
Dussera ki shubhkamnayein sab logon ko.

Anonymous said...

Navniti Prasad ne ek behad hi gair jimmedar Ki tarah judgement Diya jisme jara bhi vyavharikta nahi Tha,tabhi toh commission ko nagawar gujara aur sc maamla pahuncha. Udhar kuchh fighting candidates bhi thhaga Gaya. Thuggi karne waale kitna gira Hua insaan hai.
Ab naya judgement kald hi aa jaana chahiye.Dekhiye 30 October ko court Mein kya hota hai.

Anonymous said...

Iss exam Mein kiye Gaye irregularities aur scam ka paap Kisi na Kisi ke maathe toh jarur hi padega.

Anonymous said...

Ab kya development hai, kya 30th Oct ke baad hi chal paayega. Jo bhi ho jaldi clear kare. Yeh kaam do saal pahle ho jana tha, govt ka ghatiya ravaiya raha jiska khamiyaja khud election mein bhugat raha hai. Bihar ke saare system ko choupat kar diya.

Anonymous said...

DB mein murkh logon ne apna murkhata dikhaya aur thaga kar aa gaya. Jaisa judgement likhana chaha, navniti parsad bina kisi jhijhak ke likh kar haath mein thama diya bewakoof ko.Aise hi bihari ko ye bahari log thagta hai.

Anonymous said...

kaise kaise wahiyaat logon ne chakkar lagakar rakha hai. Saali ko kuchh bhi kah do.

Anonymous said...

2355/Mihir ka kya kahna hai. Kabtak clear karega. Aaj bhi court kuchh kuchh karne ka date rakha hai. Hell...

Anonymous said...

Aaj kya development hai SC mein,koi updates kariye.

Anonymous said...

Bssc appeal accepted....dusri party ko notice hua 6 weeks me appear hone ka order hua hi.

Anonymous said...

Abhi appeal accepted aur notice issue karne ke stage me hai.Kaisa kaam karta hai bssc,high court,govt etc. etc..... kaise kaise kalakar logon ka chakkar hai.

Anonymous said...

Kya aage ek mahine kuchh bhi development nahi hona hai?
Idhar govt bhi change hona hai.
Nitish Kumar ne kuchh kuchh karke nikal liyaa, kya chaaraa(fodder)scam Ki tarah Nitish ko sikanje me jakda jaa sakta hai.

Anonymous said...

Jabtak samosa me aaloo rahega
Bihar politics me Laaloo rahega,
jabhi toh Laaloo Ki beti ne PM ko gali ka gunda batakar tweet kiya aur election aaraam se jita. Bihar apne abhutpurva uchaiyon ko chhu raha hai. Nitish ji ke aguwaayee me Bihar duniya me aur Pakistan tak me apna naam kamayega.
Ab PM jaldi banane avsar milega,Nitish,Tejaswi ya Misa Bharti,aur Tejpratap yaadav ko. Tab tak Laaloo ko jail se chhutti mil hi jayega.

Anonymous said...

Happy Diwali, our friends here on this blog.

Anonymous said...

Bihar me aage kuchh kaam hona hai ya kodhi log ka noutanki public ko jhelate rahega. Election ke kaam me neta log uljhaye rakhta hai sabko. Kewal apne election ke kaam se matlab rakhna hota hai.

Anonymous said...

Iss exam ko kyon suljhana nahi chahta hai govt.
5 saal se jyada ka samay laga gayaa lekin Abhi bhi isko uljhaye rakha. Bihar ke leaders ka character taarif karne ke layak hai.

arunjay kumar said...

jaha tak meri jankari hain, Un sabhi candidates ko 203 page ka notice SC ke dwara bheja gaya hain jo DB ke faisle lagoo karne se Merit list se bahar nikal rahe hain, agar is sambandh mein aap logo ko koi jankari ho to awashya share karain.

Anonymous said...

@arunjay ji, rubbish completely rubbish.

Anonymous said...

BSSC supreme court kyon gaya hai certainly yeh db judgement ko agree nahi karta hai aur isiliye db judgement ko challenge kar raha hai. Db judgement ke according kaam karne koi matlab hi nahi hota hai.

Anonymous said...

Sahi bole arunjay ji kul 267 appointee ko notice gaya hi 308 page ka jisme kaha gaya hi ki new merit se uski merit effect hogi..aur bssc ne affedevit me kaha hi 688 condt in hoge aur 1200 ke aas pas ki rank effect hogi...next hearing 11-01-2016 ko hi

Anonymous said...

Iss exam ke kriyakalap se ek baat clear hua ki Bihar me har jagah kitna behuda kism ka log pahuch kar pairr jamaye hue hai, chahe woh jagah judiciary hai,executive ka hai ya govt hai,sab ne namune ki tarah ghatiya wala kaam kar rakha hai.

Anonymous said...

Dekhiye ki saalon ne ek objective type ka exam lene mein kitna saal kha gaya hai aur Bihari apne ko sabse bada budhiiman kahana chahta hai,aise ullu ko kya kaha jaye. Keval ullu ki tarah jhankane se kuchh nahi hota. Thoda khopdi ke andar dimag bhi hona chahiye,namune ko kya kaha jaaye.

Anonymous said...

kuchh log toh keval apne ko Bihari ka license bana rrakha hai aur ussine Bihar ko ssatyanash kar rakha hai

Unknown said...

HNY

Unknown said...
This comment has been removed by the author.
Unknown said...
This comment has been removed by the author.
Unknown said...
This comment has been removed by the author.
Unknown said...
This comment has been removed by the author.
Unknown said...
This comment has been removed by the author.
Unknown said...
This comment has been removed by the author.
Unknown said...
This comment has been removed by the author.
Unknown said...

Nabneti pd ne jo bina sir pair ka atpata sa judjment diya tabhi toh bssc ne isko nahi maana aur aage delay par delay karaya.

Unknown said...
This comment has been removed by the author.
Unknown said...
This comment has been removed by the author.
Unknown said...
This comment has been removed by the author.
«Oldest ‹Older   2601 – 2800 of 3319   Newer› Newest»